Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too (लाखों महफिल जहाँ में यूँ तो - भजन)


Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too,
Teri Mahfil Se Mahfil Nahi Hai ॥
Swarg Samrath Ho Ya Ho Chakar,
Tere Dar Pe Hai Darja Barabar,
Teri Hasti Ko Ho Jisne Jaana,
Koi Alam Main Akhir Nahi Hai ॥

Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too,
Teri Mahfil Se Mahfil Nahi Hai ॥

Dar Badar Khake Jo Thokar Jo Thakkar,
Aa Gaya Gar Koi Tere Dar Par,
Tune Najron Se Jo Rash Pilaya,
Wo Batane Ke Kabil Nahi Hai ॥

Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too,
Teri Mahfil Se Mahfil Nahi Hai ॥

Jite Marte Jo Tere Lagan Mein,
Jale - Rahte Virah Ki Agan Mein,
Hai Bharosha Tera Hai Murari,
Tu Dayalu Hai Katil Nahi Hai ॥

Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too,
Teri Mahfil Se Mahfil Nahi Hai ॥

Tera Rasta Laga Chaska Jisko,
Lagata Baikunth Phika Sa Usako,
Dub Kar Koi Bahar Na Aaya,
Is Mein Bhavare Hai Sahil Nahin Hai ॥

Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too,
Teri Mahfil Se Mahfil Nahi Hai ॥

Karm Hai Unaki Nishkam Sewa,
Dharm Hai Unaki Ichchha Mein Ichchha,
Saump Do Inake Haathon Mein Dori,
Yah Krpalu Hain Tang Dil Nahin Hain ॥

Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too,
Teri Mahfil Se Mahfil Nahi Hai ॥

Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too,
Teri Mahfil Se Mahfil Nahi Hai ॥
लाखों महफिल जहाँ में यूँ तो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
लाखों महफिल जहाँ में यूँ तो, तेरी महफिल सी महफिल नहीं है ॥ स्वर्ग सम्राट हो या हो चाकर,..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanKhatu Shayam BhajanAnuradha Paudwal BhajanSufi Bhajan Bhajan

Other Popular Lakho Mehfil Jahan Me Yun Too Video

Prem Mandir

Devi Chitralekhaji

Shri Vinod Agarwal Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥