Maa Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai (माँ वेदों ने जो तेरी महिमा कही है - भजन)


Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai,
Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai,
Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi,
Tu Karunamayi Aur Mamtamayi Hai,
Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi ॥
Koi Durga Kali Bhawani Kahe,
Koi Ambe Ya Vaishno Rani Kahe,
Mahamaya Gauri Tu Katyayani,
Tu Hi Shaare Lakshmi Narayani,
Tere Naamo Ka Koi Ant Nahin Hai,
Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi ॥

Tumhi Ne Banaya Ye Sansar Maan,
Ye Chanda Sitare Sooraj Aasma,
Ye Parvat Ye Jharne Ye Phool Aur Van,
Jise Dekh Man Ho Raha Hai Magan,
Teri Hi Kripa Se Tiki Dharti Hai,
Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi ॥

Mujhe Apni Bhakti Ka Vardan Do,
Daya Ab Karo Maan Mujhe Gyan Do,
Ho Aasha Meri Poori Mateshwari,
Mere Dil Mein Ho Bas Murat Teri,
Tere ‘Lakkha’ Ki Maiya Vinti Yahi Hai,
Yahi Hai Yahi Hai Yahi Hai Yahi ॥

Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai,
Maan Vedo Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai,
Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi,
Maan Too Karuna Mayi Aur Mamta Mayi Hai,
Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
माँ वेदों ने जो तेरी महिमा कही है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
माँ वेदों ने जो तेरी महिमा कही है, माँ वेदो ने जो तेरी महिमा कही है, सही है सही है सही है सही, माँ तू करूँणा मई और ममता मयी है, सही है सही है सही है सही ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanAmbe Gauri BhajanNarayani BhajanVaishno Rani Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge