Mahakal Ki Sharan Mein (महाकाल की शरण मे - भजन)


Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Hai Kaal Bhi To Hara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein ॥
Ho Waqt Chahe Kesa,
Tum Haar Nahi Jana,
Ujjain Jake Dukh Tum,
Mahakal Ko Sunana,
Jhukata Jahan Sara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein ॥

Hai Maut Shiv Ki Dasi,
Bhut Pret Shiv Ke Chaakar,
Chalata Samay Ka Pahiya,
Aadesh Shiv Ka Pakar,
Kismat Ka Chamake Tara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein ॥

Shipra Ke Tat Par Baithe,
Mahakal Mere Raja,
Jeevan Ka Sukh Milega,
Ujjain Nagari Aaja,
Roshan Shahar Hai Jahan Sara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein ॥

Hai Roop Jogi Vala,
Unaki Ajab Hai Maya,
Bhakton Ka Saath Shiv Ne,
Har Yug Mein Hai Nibhaya,
‘mantree’ ko hai sahaara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein ॥

Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Hai Kaal Bhi To Hara,
Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara,
Mahakal Ki Sharan Mein ॥
महाकाल की शरण मे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सबको मिला सहारा, महाकाल की शरण में, है काल भी तो हारा, महाकाल की शरण मे, सबको मिला सहारा, महाकाल की शरण मे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Mandir Bhajan

Other Popular Mahakal Ki Sharan Mein Video

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Anuradha Paudwal

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Rajendra Jain

Sheesh Gang Ardhang Parvati By Lakhbir Singh Lakkha

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Uche Parvat Gufa Nyari Jithe Maa Bhawan Bana Baithi

Unche, Parvat, Gupha Nyaari, Jahaan Maan, Bhavan Bana Baithi ॥

Bolo Jay Jaikare

Unche Unche Bhawanon Baithi Rup Anekon Dhare, Charan Chakari Kar Lo Bhaiya, Ho Jae Vare Nyare,
Bolo Jay Jaikare, Maa Ko Bolo jay Jaikare ॥

Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa

Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa, Tumko Bulaya Hai Maa, Ye Baat Do Bata Do, Ye Bata Do Puja Main Koi, Kami To Nahi Kami To Nahi, Tera Darbar Humne Sajaya Hai Maa ॥

Is Dharti Par Swarg Se Sundar Hai Tera Darbar

Is Dharti Par Swarg Se Sundar, Hai Tera Darbar, Hum Par Rahe Barsata Yun Hi, Sada Tumhara Pyar,
Tumhara Pyar Na Ruthe, Tera Darwar Na Chute, Maa Tumhara Pyar Na Ruthe, Meri Parivar Na Tute ॥

Ambe Charan Kamal Hain Tere

Ambe Charan Kamal Hai Tere, Hum Bhaunren Hain Janam Janam Ke, Nisdin Dete Phere