Main Harpal Gata Jaun Om Namah Shivay (मैं हर पल गाता जाऊं, ओम नम शिवाय - भजन)


Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Main Harpal Gata Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun,
Subhah Saam Mein Naam Ko Tere,
Bhole Dhyata Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun ॥
Tere Jesa Koi Nahi Hai,
Is Jag Mein Hitkari,
Teri Mahima Sabse Pyari,
Gaye Duniya Sari,
Main Nadan Hun Das Tumhara,
Kya Mahima Mein Gaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun ॥

Devon Ke Tum Dev Prabhu Ji,
Tumhi Ho Tripurari,
Karen Arti Teri Nishdin,
Hay Bhole Bhandari,
Do Bardan Prabhu,
Is ‘Shiv’ Ko,
Gun Mein Tere Gaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun ॥

Om Namah Shivay,
Om Namah Shivay,
Main Harpal Gata Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun,
Subhah Saam Mein Naam Ko Tere,
Bhole Dhyata Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun,
Teri Bhakti Mein Kho Jaun ॥
मैं हर पल गाता जाऊं, ओम नम शिवाय - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ओम नम शिवाय, ओम नम शिवाय, मैं हर पल गाता जाऊं, तेरी भक्ति में खो जाऊं, सुबह शाम मैं नाम को तेरे, भोले ध्याता जाऊं, तेरी भक्ति मे खो जाऊं, तेरी भक्ति मे खो जाऊं ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Main Harpal Gata Jaun Om Namah Shivay Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Lanka Jalayi Karamaat Ho Gayi

Pawan Tanay Sankat Haran, Mangal Murti Roop। Ram Lakhan Sita Sahit,Hriday Basahun Sur Bhoop॥ Prabhu Ram Bhi Rni Hai Hanuman Ji Tumhare। Sab Kaam Ram Ji Ke, Tumne Sada Sanware॥

Aadi Ant Mera Hai Ram

Aadi Ant Mera Hai Ram, Un Bin Aur Sakal Bekaam ॥

Parades Ja Rahe Ho, Kaise Jiyenge Hum

Parades Ja Rahe Ho, Kaise Jiyenge Hum, Kaise Jiyenge Hum Kanhaiya, Kaise Jiyenge Hum,
Dil Leke Ja Rahe Ho, Kaise Jiyenge Hum ॥

Tumhari Yaad Aati Hai Batao Kya Karen Mohan

Tumhari Yaad Aati Hai, Batao Kya Karen Mohan, Tumhari Yaad Aati Hai, Batao Kya Karen Mohan ॥

Khul Gaya Bank Radha Rani Ke Naam Ka

Khul Gaya Baink Radha, Raani Ke Naam Ka, Baitha Banke Manager, Kanha Nandganv Ka, Baitha Banke Manager, Kanha Nandganv Ka ॥