Man Me To Aave Bhajan Banau (मन में तो आवे भजन बनाऊं - भजन)


Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Bhajan Bana Ke Balasa
Bhajan Bana Ke Balasa Tujhko Rijhaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun ...

Buddhi Hai Kori, Gyaan Bhi Nahin Hai
Kaise Bakhanu Tujhe Shabd Hi Nahin Hai
Buddhi Hai Kori, Gyaan Bhi Nahin Hai
Kaise Bakhanu Tujhe Shabd Hi Nahin Hai
Bhaavon Ke Bhanwar Se Balasa-2, Kaise Paar Paun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun ...

Bhakt Shiromani Raam Ke Ho Pyare
Ashtasiddhi Ke Daata Siya Ke Dulare
Bhakt Shiromani Ram Ke Ho Pyare
Ashtasiddhi Ke Data Siya Ke Dulare
Sinduri Chola Wale-2, Kaise Main Rijhaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun ...

Adbhut Roop Hai Ati Manbhavan
Tum Ho Prabhuji Mere, Patito Ke Pavan
Adbhut Roop Hai Ati Manbhavan
Tum Ho Prabhuji Mere, Patito Ke Pavan
Dwar Khada Mai Tere-2, Mehar Teri Paun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun …

Main Hun Garib Tum Garib Nawaz Ho
Mere Har Savaal Ka Prabhu Tum Hi Jawab Ho
Main Hun Garib Tum Garib Nawaz Ho
Mere Har Savaal Ka Prabhu Tum Hi Javaab Ho
Tumse Hi Hasti Meri-2, Tumhi Mein Samaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Bhajan Bana Ke Balasa
Bhajan Bana Ke Balasa Tujhko Rijhaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun
Man Mein to Aave Bhajan Banaun ...
मन में तो आवे भजन बनाऊं - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन में तो आवे भजन बनाऊं, भजन बना के बालासा, भजन बना के बालासा तुझको रिझाऊं
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Bhajan: Ganga Behti Ho Kiyon

Kare Hahakar, Nihshabd Sada O Ganga Tum, Ganga Bahati Ho Kyun?

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥