Mangal Murti Roop Lekar Ganpati Ji Aa Gaye (मंगल मूर्ति रूप लेकर गणपति जी आ गए: भजन)


Mangal Murti Roop Lekar Ganpati Ji Aa Gaye,
Bhakt Janon Ke Dil Par Deva Dur Dur Tak Cha Gaye,
Ganapati Bappa Moraya Mangalmurti Moraya ॥
Ab Na Koi Dukhi Rahega Deva Ka Ashish Barsega,
Andhe Ko Ankhe Milegi Langda Bhi Ab Daud Payega,
Bhakti Ki Sachho Lagan Sad Bhakton Ko Laga Gaye,
Mangalmurti Roop Lekar Ganapati Ji Aa Gaye ॥

Shiv Shakti Ke Laal Payre Dete Hai Sukh Ke Ujiyare,
Tino Log Mein Gunj Rahe Hai Siddhi Vinayak Ke Jaykare,
Kitani Hi Dagmag Naiya Ko Bappa Paar Laga Gaye,
Mangalmurti Roop Lekar Ganapati Ji Aa Gaye ॥

Echha Purti Kahalate Hai Krupa Amrut Barsate Hai,
Prem Se Sabko Niharte Hai Bhagya Sabke Sawarte Hai,
Jivan Ki Murjhae Bagiya Sugandh Se Mahaka Gaye,
Mangalmurti Roop Lekar Ganapati Ji Aa Gaye ॥
BhaktiBharat Lyrics

Ahankar Ka Nash Karte Bhakton Ke Ghar Vas Karte,
Apane Dibya Chamatkar Se Patjhad Ko Madhumash Karate,
Ghar Angan Mein Rang Birang Sukh Ke Phool Khila Gaye,
Mangalmurti Roop Lekar Ganapati Ji Aa Gaye ॥
मंगल मूर्ति रूप लेकर गणपति जी आ गए: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मंगल मूर्ति रूप लेकर गणपति जी आ गए, भक्त जनों के दिल पर देवा दूर दूर तक छा गए, गणपति बप्पा मोरया मंगलमूर्ति मोरया ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanGanesh Visarjan BhajanAnant Chaturdashi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Gopi Geet - Jayati Te Dhikam Janmana

Jayati Tedhikan Janmana Vrajah Shrayat Indira Shashvadatr Hi । Dayit Drshyatan Dikshu Tavaka Stvayi Dhrtasavastvan Vichinvate ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Maa Gauri Ke Lal Gajanan

Maa Gauri Ke Lal Gajanan, Aaj Aao Padharo Mere Aangan, Gauri Shankar Ke Laal Gajanan ॥

Radhe Radhe Japo Chale Aayenge Bihari

Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Rato Chale Ayenge Bihari, Ayenge Bihari Chale Ayenge Bihari, Radhe Radhe Japo Chale Ayenge Bihari ॥

Mithe Ras Se Bharyo Ri Radha Rani Lage

Mithe Ras Se Bhariyo Ri, Radha Rani Lage, Maharani Lage..