Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj (मन तड़पत हरि दर्शन को आज - भजन)


Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj
More Tum Bin Bigde Sakal Kaaj
Vinti Karat Hoon Rakhiyo Laaj
॥ Mann Tarpat Hari… ॥
Tumhare Dwar Ka Main Hoon Jogi
Hamri or Nazar Kab Hogi
Sun More Vyakul Man Ka Baat
॥ Mann Tarpat Hari… ॥

Bin Guru Gyan Kahan Se Paoon
Dijo Daan Hari Gun Gaoon
Sab Guni Jann Pe Tumhara Raaj
॥ Mann Tarpat Hari… ॥

Murli Manohar Aas Na Todo
Dukh Bhanjan Mora Sath Na Chhodo
Mohe Darshan Bhiksha De Do Aaj, De Do Aaj
॥ Mann Tarpat Hari… ॥

Mann Tarpat Hari Darshan Ko Aaj
More Tum Bin Bigde Sakal Kaaj
Vinti Karat Hoon Rakhiyo Laaj
मन तड़पत हरि दर्शन को आज - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मन तड़पत हरि दर्शन को आज, मोरे तुम बिन बिगड़े सकल काज, विनती करत हूँ रखियो लाज..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami Bhajan BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai