Mat Kar Tu Abhiman Re Bande (मत कर तू अभिमान रे बंदे: भजन)


Mat Kar Too Abhiman Re Bande,
Jhoothi Teri Shan Re ।
Mat Kar Too Abhiman ॥
Tere Jaise Lakhon Aaye,
Lakhon Is Mati Ne Khaye ।
Tere Jaise Lakhon Aaye,
Lakhon Is Mati Ne Khaye ।
Raha Na Naam Nishan Re Bande,
Mat Kar Too Abhiman ॥

Mat Kar Too Abhiman Re Bande,
Jhoothi Teri Shan Re ।
Mat Kar Too Abhiman ॥

Jhoothi Maya Jhoothi Kaya,
Vo Tera Jo Harigun Gaya ।
Jhoothi Maya Jhoothi Kaya,
Vo Tera Jo Harigun Gaya ।
Jap Le Hari Ka Naam O Bande
Mat Kar Too Abhiman ॥

Mat Kar Too Abhiman Re Bande,
Jhoothi Teri Shan Re ।
Mat Kar Too Abhiman ॥

Maya Ka Andhakar Nirala,
Bahar Ujala Andar Kala ।
Maya Ka Andhakar Nirala,
Bahar Ujala Andar Kala ।
Is Ko Too Pahachaan Re Bande,
Mat Kar Too Abhiman ॥

Mat Kar Too Abhiman Re Bande,
Jhoothi Teri Shan Re ।
Mat Kar Too Abhiman ॥

Tere Paas Hain Heere Moti,
Mere Man Mandir Mein Jyoti ।
Tere Paas Hain Heere Moti,
Mere Man Mandir Mein Jyoti ।
Kaun Hua Dhanavaan Re Bande,
Mat Kar Too Abhiman ॥

Mat Kar Too Abhiman Re Bande,
Jhoothi Teri Shan Re ।
Mat Kar Too Abhiman ॥

Mat Kar Too Abhiman Re Bande,
Jhoothi Teri Shan Re ।
Mat Kar Too Abhiman ॥
मत कर तू अभिमान रे बंदे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मत कर तू अभिमान रे बंदे, जूठी तेरी शान रे । मत कर तू अभिमान...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanAnup Jalota Bhajan

Other Popular Mat Kar Tu Abhiman Re Bande Video

Menuka Poudel

Sarojini Ghosh

Maithili Thakur, Rishav Thakur and Ayachi Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jai Jai Ganraj Ji

Yaha Daas Kare Dhyan Tumhara, Har Pal Tumne Diya Sahara, Main Hun Tera Daas, Main Hun Tera Daas Ji,
Teri Jay Hove Maharaj Ji, Jai Jai Jai ॥

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja

Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj, Puran Karo Hamare Kaaj, Ganpati Tum Sab Gan Ke Raja, Puran Karo Hamare Kaaj ॥

Omkar Swarupa Sadguru Samartha

Omkar Swarupa Sadguru Samartha, Anathachya Natha Tuj Namo

More Ganraja Ji

Jai Ho Ganraja Ji, Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki, Gaura Ke Tum Laal Prabhu Ji,
Ajab Ki Shaan Tumhari, Sabse Pahle Puju Tumko, More Ganraja Ji, Ho Mein To Balihari Jaun Tere Naam Ki ॥

Oh Pawan Putra Hanuman

Oh Pawan Putra Hanuman, Ram Ke Parama Bhatka Kahalye, Teri Mahima Sab Jag Gaye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye, Oh Pawan Putra Hanuman, mRam Ke Parama Bhatka Kahalye,
Teri Mahima Sab Jag Gaye, Teri Mahima Sab Jag Gaye ॥