Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bharat Ke Liye Bhagwan Ka Ek Vardan Hai Maa Ganga (भारत के लिए भगवन का एक वरदान है गंगा - भजन)


Bharat Ke Liye Bhagwan Ka Ek Vardan Hai Maa Ganga
Bharat Ke Lie Bhagwan Ka
Ek Vardan Hai Ganga
Sach Puchho to Is Desh Ki
Pahachan Hai Ganga
Har Har Gange, Har Har Gange !
Har Har Gange, Har Har Gange !

Giriraj Himalay Ki Beti
Ye Mahan Hai Ganga
Bharat Mata Ke Mastak Ka
Abhiman Hai Ganga

Is Dharti Ke Beto Par
Ek Ahasan Hai Ganga
Lakho Karodo Hotho Ki
Muskan Hai Ganga

Ganga Hi Hindustan
Hindustan Hai Ganga
Sach Puchho to Is Desh Ki
Pahachan Hai Ganga

Har Har Gange, Har Har Gange !
Har Har Gange, Har Har Gange !

Hai Koti Koti Devo Ke Madir
Iske Kinare
Mangal Dhwaniya Hoti Hai
Jaha Par Sanjh Satre

Jug Jug Se Is Mata Ne
Hamare Bhagya Savere
Ye Jaha Gayi Ban Gae
Vah Par Tirath Pyare

Is Apni Pyari Janm Bhumi
Ki Jaan Hai Ganga
Sach Puchho to Is Desh Ki
Pahachan Hai Ganga

Har Har Gange, Har Har Gange !
Har Har Gange, Har Har Gange !

Bharat Ke Lie Bhagwan Ka
Ek Vardan Hai Ganga
Sach Puchho to Is Desh Ki
Pahachan Hai Ganga

Har Har Gange, Har Har Gange !
Har Har Gange, Har Har Gange !

भारत के लिए भगवन का एक वरदान है गंगा - भजन हिन्दी में पढ़ें

भारत के लिए भगवन का, एक वरदान है गंगा, सच पूछो तो इस देश की पहचान है गंगा, हर हर गंगे, हर हर गंगे !
Read Also

Bhajan Maa Ganga BhajanShri Ganga BhajanGanga Dussehra BhajanGanga Snaan BhajanGanga Saptami BhajanPradeep Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Hari Nam Sumir Sukhdham Jagat Mein

Hari Nam Sumir Sukhdham, Hari Nam Sumir Sukhdham, Jagat Mein Jeevan Do Din Ka...

Kuch Nahi Bigadega Tera Hari Sharan Aane Ke Baad

Kuch Nahin Bigdega Tera, Hari Sharan Aane Ke Baad । Har Khushi Mil Jayegi Tujhe..

Hari Hari Hari Sumiran Karo

Hari Hari, Hari Hari, Sumiran Karo, Hari Charnaravind Ur Dharo

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage

Uth Khada Ho Lakshman Bhayia Ji Na Lage, Lakhnva Nahi Jana Ki Ji Na Lage ॥

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein

Chalo Ayodhya Ram Raj Mein, Saja Dipo Ki Thali, Paap Ki Koi Bhag Nahi Hai, Chamake Dharm Ki Laali, Hue Dhanya Dhara Ye Avadha Ki, Aaye Jo Ram Ayodhya Mein ॥

Hari Tum Haro Jan Ki Bhir

Hari Tum Haro Jan Ki Bhir। Dropdi Ki Laj Rakhi, Tum Ba.Dhayo Chir...

Ud Gayi Re Nindiya Meri Bansi Shyam Ne Bajai Re

Ud Gayi Re Nindiya Meri, Bansi Shyam Ne Bajai Re, Kho Gaya Chen Mera, Saari Raat So Na Pai, Ud Gayi Re Nindiya Meri, Bansi Shyam Ne Bajai Re ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP