Mere Ganpati Raja Aaja (मेरे गणपति राजा आजा - भजन)


Mere Ganpati Raja Aaja
Tu Aaja Laddu Kha Ja
Main Dekhu Tujhko Tujhko Yu Hi Khade
Mere Bigde Bhaag Bana Ja Soi Takdeer Jaga Ja
Aaja Ab to Aaja Are
Mere Ganpati Raja Aaja ॥
Ridhi Seedhi Ke Swami Tum Ko
Mushk Ki Sawari Karte Ho
Hum Aaye Sharan Tihaari Tujhpe Jaye Balihari Meri Vipata Saari Taari Are
Mere Ganpati Raja Aaja ॥

Bhole Shankar Ki Aankh Ke Taare Ho Maan Gora Ke Raaj Dulaare Ho
Devo Mein Sab Se Uche Sab Tuse Aake Poochhe Man Chit Hai Charan Tihaare Pade
Mere Ganpati Raja Aaja ॥

Bhagto Ki Rakaksha Karte Ho Bin Maange Hi Jholi Bharte Ho
Aajao Ghaj Mukh Dhaari Teri Mahima Sab Se Nyaari Sab Hai Tere Dar Pe Khade
Mere Ganpati Raja Aaja ॥
मेरे गणपति राजा आजा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे गणपति राजा आजा, तू आजा लड्डू खा जा, मैं देखू तुझको तुझको यु ही खड़े, मेरे बिगड़े भाग बना जा सोई, तकदीर जगा जा , आजा अब तो आजा अरे मेरे गणपति राजा आजा ॥
Bhajan Ganpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanAsthavinayak BhajanSidhivinayak BhajanGanesh Puja BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥