Mere Laadle Kanhiyan (मेरे लाडले कन्हियाँ: कृष्ण भजन)


Dwar Par Aa Gaya Hu Mere Ladle Kanhiyan,
Darshan Dikha Do Mere Pyare Mere Saware Kanhiyan ॥
Teri Kirpa Se Pyare Meri Nav Chal Rahi Hia,
Tuti Purani Naiya Meri Paar Lag Rahi Hai,
Patvar Ban Ke Meri Aajao Re Kanhiyan,
Mere Ladle Kanhiyan ॥

Kitne Hi Papi Tumne Bhav Paar Jo Kiye Hai,
Shabri Ahilya Meera Sab Taar Jo Diya Hai,
Mukh Mod Ke Vo Baithe Meri Bari Kyon Kanhiyan,
Dware Par Aa Gaya Hu,
Mere Ladle Kanhiyan ॥
BhaktiBharat Lyrics

Mera To Sara Jivan Tere Naam Hi Hai Pyare,
Tere Biyog Mein Ab Mar Hi Na Jau Pyare,
Jivan Ki Sham Ho Gae Aa Jao Re Kanhiya,
Dware Par Aa Gaya Hu,
Mere Ladle Kanhiyan ॥
मेरे लाडले कन्हियाँ: कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
द्वारे परआ गया हु मेरे लाडले कन्हैया, दर्शन दिखा दो मेरे प्यारे मेरे संवारे कन्हियाँ ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye