Mere Ram Dulare Bajrangi Tera Danka Jag Mein Baj Raha (मेरे राम दुलारे बजरंगी, तेरा डंका जग में बाज रहा: भजन)


Mere Ram Dulare Bajrangi,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
O Maa Anjani Ke Lala Ji,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
Mere Ram Dulare Bajrangi,
Tera Danka Jag Main Baj Raha ॥
Tum Sabke Sankat Harate Ho,
Aor Eccha Puri Karte Ho,
Jo Khali Dar Pe Aata Hai,
Tum Jholi Uski Bharte Ho,
Ho Laal Langote Vale Tum,
Aur Kandhe Pe Gada Hai Saaj Raha,
Mere Ram Dulare Bajrangi,
Tera Danka Jag Main Baj Raha ॥

Ram Dulare Tum Rakhware,
Duniya Tum Ko Kehti Hai,
Jis Ghar Main Teri Jyot Jale,
Khushiyan Us Ghar Main Rahate Hai,
Shankar Ke Tum Avtari Ho,
Aur Mathe Pe Mukut Viraj Raha,
Mere Ram Dulare Bajrangi,
Tera Danka Jag Main Baj Raha ॥

Mere Ram Dulare Bajrangi,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
O Maa Anjani Ke Lala Ji,
Tera Danka Jag Main Baj Raha,
Mere Ram Dulare Bajrangi,
Tera Danka Jag Main Baj Raha ॥
मेरे राम दुलारे बजरंगी, तेरा डंका जग में बाज रहा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे राम दुलारे बजरंगी, तेरा डंका जग में बाज रहा, तेरा डंका जग में बाज रहा, तेरा डंका जग में बाज रहा, ओ माँ अंजनी के लाला जी, तेरा डंका जग में बाज रहा, मेरे राम दुलारें बजरंगी, तेरा डंका जग में बाज रहा ॥
Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari