Meri Maiya Tere Darbar Ye Diwane Aaye Hai (मेरी मैया तेरे दरबार ये, दीवाने आए है: भजन)


Meri Maiya Tere Darbar Ye,
Deewane Aaye Hai,
Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye,
Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye,
Mastane Aaye Hai,
Meri Maiya Tere Darbar Ye,
Deewane Aaye Hai ॥
Sare Jag Mein Tera Bol Baala,
Tera Darbar Hai Sabse Aala,
Jo Bhi Aaye Maan Dar Pe Sawali,
Uski Jholi Bhari Tune Khali,
Maan Shraddha Suman Ki Bhet Tumhe,
Chadhane Aaye Hai,
Meri Maiya Tere Darbar Ye,
Deewane Aaye Hai ॥

Tu Hi Karuna Ka Sagar Bhawani,
Nahi Tujhsa Bada Koi Daani,
Teri Bhakti Mein Shakti Samani,
Jaye Mahima Na Teri Bakhani,
Tere Charanon Mein Apna Sheesh,
Ye Maan Jhukane Aaye Hai,
Meri Maiya Tere Darbar Ye,
Deewane Aaye Hai ॥

Aao Mil Jagrata Manaye,
Jhoome Bhakti Mein Nache Gaye,
Dhol Jam Ke Baja Mere Dholi,
Maan Ke Bhakto Ki Nikli Hai Toli,
Maan Tere Naam Ki Laal Dhwaja,
Laharane Aaye Hai,
Meri Maiya Tere Darbar Ye,
Deewane Aaye Hai ॥

Meri Maiya Tere Darbar Ye,
Deewane Aaye Hai,
Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye,
Bhakti Mein Teri Doob Ke Ye,
Mastane Aaye Hai,
Meri Maiya Tere Darbar Ye,
Deewane Aaye Hai ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
मेरी मैया तेरे दरबार ये, दीवाने आए है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी मैया तेरे दरबार ये, दीवाने आए है, भक्ति में तेरी डूब के ये, भक्ति में तेरी डूब के ये, मस्ताने आए है, मेरी मईया तेरे दरबार ये, दीवाने आए है ॥
Bhajan Mata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMaa Jagdambe BhajanAshtabhuja Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥