Meri Puja Mein Ho Rahi Der (मेरी पूजा में हो रही देर - भजन)


Meri Pooja Mein Ho Rahi Der
Meri, Pooja Mein, Ho Rahi Der,
Gajanan, Aa Jao ll
Brahma Bhi, Aa Gaye, Vishnu Bhi, Aa Gaye ll
Lakshmi Ne, Kar Di Der, Gajanan, Aa Jao l
Meri, Pooja Mein, Ho Rahi Der ll

Ram Bhi, Aa Gaye, Lakshman Bhi, Aa Gaye ll
Sita Ne, Kar Di Der, Gajanan, Aa Jao l
Meri, Pooja Mein, Ho Rahi Der ll

Dau Bhi, Aa Gaye, Krishn Bhi, Aa Gaye ll
Radha Ne, Kar Di Der, Gajanan, Aa Jao l
Meri, Pooja Mein, Ho Rahi Der ll

Bhole Bhi, Aa Gaye, Kartik Bhi, Aa Gaye ll
Gaura Ne, Kar Di Der, Gajanan, Aa Jao l
Meri, Pooja Mein, Ho Rahi Der ll
मेरी पूजा में हो रही देर - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरी पूजा में हो रही देर मेरी, पूजा में, हो रही देर, गजानन, आ जाओ ll
Bhajan Ganesh Puja BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanAnantchaturdasi BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai