Murli Bajake Mohana Kyon Karliya Kinara (मुरली बजा के मोहना - भजन)


Murli Baja Ke Mohana, Kyon Karliya Kinara ।
Apnon Se Haay Kaisa, Vyavhaar Hai Tumhara ॥
Dhundha Gali Gali Mein, Khoja Dagar Dagar Mein ।
Man Mein Yahi Lagan Hai, Darshan Mile Dubara ॥
॥ Murli Baja Ke Mohana… ॥

Madhuban Tumhi Batao, Mohan Kahan Gaya Hai ।
Kaise Jhulas Gaya Hai, Komal Badan Tumhara ॥
॥ Murli Baja Ke Mohana… ॥

Yamuna Tumhin Batao, Chhaliya Kahan Gaya Hai ।
Tun Bhi Chhali Gayi Hai, Kahati Hai Neel Dhara ॥
॥ Murli Baja Ke Mohana… ॥

Duniyan Kahe Deewani, Mujhe Pagal Kahe Jamana ।
Par Tumko Bhool Jaana, Hamko Nahin Gawanra ॥
॥ Murli Baja Ke Mohana… ॥

Murli Baja Ke Mohana, Kyon Karliya Kinara ।
Apnon Se Haay Kaisa, Vyavhaar Hai Tumhara ॥
मुरली बजा के मोहना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मुरली बजा के मोहना, क्यों कर लिया किनारा। अपनों से हाय कैसा...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam BhajanMurli Mohan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

O Shankara Mere Shiv Shankara

O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai, Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath, O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Mera O Shankara Ho

O Mera O Shankar Ho Mann Mein Baitha Hai Tu...

Laagi Lagan Shankara

Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara । Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara ।

Namo Namo Shankara

Jai Ho Jai Ho Shankara, Bholenath Shankara | Aadi Dev Shankara, Hey Shivay Shankara..