O Maiya Main Tumhara Lagta Nahi Koi (ओ मैया मैं तुम्हारा, लगता नहीं कोई: भजन)


O Maiya Main Tumhara,
Lagta Nahin Koi,
Par Jitna Kiya Tumne,
Karta Nahin Koi,
O Maiya Main Tumhara,
Lagta Nahin Koi ॥
Jab Jab Bhi Dil Mera,Udas Hota Hai,
Tu Mere Paas Khadi,
Ehsaas Hota Hai,
Dhundha Tere Jaisa Maan,
Milta Nahin Koi ॥

Koi Bhi Musibat Ko,
Na Paas Bhatakne De,
Bete Ki Ankhiyon Se,
Na Aansu Tapakne De,
Aanchal Tere Jaisa Maan,
Rakhta Nahin Koi ॥

Jab Jab Bhi Pukarun Main,
Jab Bhi Phariyad Karun,
Mujhe Aisa Lagta Hai,
Tumko Naraj Karoon,
Vo Galti Karta Hoon Jo,
Karta Nahin Koi ॥

‘Banwari’ Pyaar Mera,
Pehchanta Nahin,
Meri God Mein Baitha Hai,
Tu Jaanta Nahin,
Godi Mein Kisi Ko Yoon Hi,
Rakhta Nahin Koi,
Ye Mat Kehna Tu Mera,
Lagta Nahin Koi,
Maan Jitana Kiya Tumane,
Karta Nahin Koi ॥

O Maiya Main Tumhara,
Lagta Nahin Koi,
Par Jitna Kiya Tumne,
Karta Nahin Koi,
O Maiya Main Tumhara,
Lagta Nahin Koi ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
ओ मैया मैं तुम्हारा, लगता नहीं कोई: भजन - हिन्दी में पढ़ें
ओ मैया मैं तुम्हारा, लगता नहीं कोई, पर जितना किया तुमने, करता नहीं कोई, ओ मईया मैं तुम्हारा, लगता नहीं कोई ॥
Bhajan Shyama Gauri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanJai Mata Di BhajanNavratri BhajanSherawali Maa Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II