Parmatma Hai Pyare Teri Aatma Ke Andar (परमात्मा है प्यारे, तेरी आत्मा के अन्दर - भजन)


Parmatma Hai Pyare,
Teri Aatma Ke Andar ।
Ambar Hai Ek Taare Mein,
Ek Boond Mein Samandar ॥
Parmatma Hai Pyare,
Teri Aatma Ke Andar ।
Parmatma Hai Pyare,
Teri Aatma Ke Andar ॥

Insan Se Bhi Zyada,
Vishwas Mein Hai Shakti ।
Bhagwan Bana Degi,
Tujhko Hi Teri Bhakti ॥

Parmatma Hai Pyare,
Teri Aatma Ke Andar ।

Kyun Loot Pe Jeeta Hai,
Kyun Paap Kamata Hai ।
Apni Hi Nigahon Mein,
Kyun Khud Ko Girata Hai ॥

Parmatma Hai Pyare,
Teri Aatma Ke Andar ।

Apni Shakti Tum Mujh Mein Bhar Do,
Meri Kamjori Ko Door Kar Do ।
Duniya Se Main Burai Ka Naam Mita Doon.
Jalim Shaitanon Ko Main Insan Bana Doon ॥
- Mohammad Rafi
परमात्मा है प्यारे, तेरी आत्मा के अन्दर - भजन - हिन्दी में पढ़ें
परमात्मा है प्यारे, तेरी आत्मा के अन्दर । अम्बर है एक तारे में, एक बूँद में समंदर ॥...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi Bhakto Raat

Kitne Dino Ke Baad Hai Aayi, Bhakto Raat Bhajan Ki, Ab Aa Bhi Jaa Maiya, Aash Lagae Aae, Bhakto Raat Bhajan Ki ॥

Sunle Murad Meri O Meri Maiya

Sunle Murad Meri O Meri Maiya, Jaikara Lagaungi Sherawali Maiya, Main Nange Pawn Aaungi Tere Dwar Maiya, Sunle Murad Meri O Meri Maiya ॥