Phoolon Se Angana Sajaungi (फूलो से अंगना सजाउंगी: भजन)


Phoolon Se Angna Sajaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।Chandan Chauki Bichhau
Maan Ka Aasan Sajaun
Mai to Maan Ko Us Pe Bithaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।

Phoolon Se Angna Sajaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।

Mangal Kalash Sajau
Ganga Jal Bhar Lau
Mai to Maan Ke Charan Dhulaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।

Phoolon Se Angna Sajaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।

Kesar Roli Lekar Aau Mai
Ghis Ghis Chandan Tilak Banau
Mai to Maan Ke Tilak Laagaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।

Phoolon Se Angna Sajaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।

Halwa Chhole Banau
Mai to Bhog Lagau
Apne Hatho Se Maan Ko Khilaugi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।

Phoolon Se Angna Sajaungi
Jab Maiya Mere Ghar Aaengi ।
फूलो से अंगना सजाउंगी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
फूलो से अंगना सजाउंगी, जब मैया मेरे घर आएगी, चन्दन चौकी बिछाऊ
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan

Other Popular Phoolon Se Angana Sajaungi Video

Phoolon Se Angana Sajaungi By Aarti Duggal

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...