Ram Hi Paar Lagavenge (राम ही पार लगावेंगे - भजन)


Aji Main to Ram Hi Ram Bhajoon Ri Mere Ram
Ram Hi Paar Lagavenge
Jal Thal Gagan Mandal Mein Ram
Ram Hi Paar Lagavenge
Tan Mora Ram, Man Mora Ram
Tan Mora Ram, Man Mora Ram
Mora Kan-kan Ho ऽ ऽ Ram Hi Ram
Ram Hi Paar Lagavenge

Bahar Ram, Bhitar Ram
Bahar Ram, Bhitar Ram
Mora Rom-rom Mora Ram Hi Ram
Ram Hi Paar Lagavenge

Aji Main to Ram Hi Ram Bhajoon Ri Mere Ram
Ram Hi Paar Lagavenge

Jal Thal Gagan Mandal Mein Ram
Ram Hi Paar Lagavenge
राम ही पार लगावेंगे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अजी मैं तो राम ही राम भजूँ री मेरे राम, राम ही पार लगावेंगे..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanKailash Kher Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Chitrakoot Ke Ghat Ghat Par Shabri Dekhe Baat

Chitrakoot Ke Ghat-Ghat Par, Shabari Dekhe Baat, Ram Mere Aa Jao, Chitrakut Ke Ghat-Ghat Par...

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya

Krishna Kanhaiya Bansi Bajaiya, Nandlala Ghanshyam Re, Govardhan Girdhari Kanha, Tere Kitne Naam Re, Bolo Shyam Radhe Shyam...

Ek Nazar Bas Ek Nazar Hum Pe Bhi Mohan Vaar De

Ek Nazar Bas Ek Nazar, Hum Pe Mohan Vaar De, Zindagi Ki Dagmagati, Meri Naiya Taar De ॥

Kahiyo Darshan Dinhe Ho Bhilaniyo Ke Ram

Kahiyo Darshan Dinhe Ho, Bhilniyon Ke Ram ।

Phoolon Mein Saj Rahe Hai

Phoolon Mein Saj Rahe Hain, Shri Vrindavan Bihari, Aur Sath Saj Rahi Hai, Vrishbhanu Ki Dulari ॥