Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini Aur Sakhi Samvad (राम को देख कर के जनक नंदिनी, और सखी संवाद - भजन)


Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini,
Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi।
Ram Dekhe Siya Ko Siya Ram Ko,
Charon Ankhia Ladee Ki Ladee Rah Gayi॥
The JanakPur Gaye Dekhne Ke Liye,
Saari Sakhiyan Jharokho Se Jhakan Lage।
Dekhte Hi Nazar Mil Gayi Prem Ki,
Jo Jaha Thi Khadi Ki Khadi Reh Gayi॥
॥ Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini...॥

Boli Ek Sakhi Ram Ko Dekhkar,
Rach Gayi Hai Vidhata Ne Jodi Sughar।
Per Dhanush Kaise Todenge Vaare Kunwar,
Man Mein Shanka Bani Ki Bani Rah Gayi॥
॥ Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini...॥

Boli Dusari Sakhi Chhote Dekhan Mein Hai,
Per Chamatkaar Inka Nahi Janti।
Ek Hi Baan Mein Tadika Rakshasi,
Uth Saki Naa Padi Ki Padi Reh Gayi॥
॥ Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini...॥

Ram Ko Dekh Kar Ke Janak Nandini,
Bag Mein Vo Khadi Ki Khadee Rah Gayi।
Ram Dekhe Siya Ko Siya Ram Ko,
Charon Ankhia Ladee Ki Ladee Rah Gayi॥
राम को देख कर के जनक नंदिनी, और सखी संवाद - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम को देख कर के जनक नंदिनी, बाग में वो खड़ी की खड़ी रह गयी। थे जनक पुर गये देखने के लिए...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanJanaki Jayanti Sundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanRam Laxman BhajanDigital Baba BhajanSwami Ram Shankar BhajanSakhi Samvad Bhajan

Other Popular Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini Aur Sakhi Samvad Video

Maithili Thakur, Rishav Thakur, Ayachi Thakur

By Pujya Prembhushanji Maharaj

By Swasti Pandey USA

Ram Ko Dekh Ke Janak Nandini By Sarojini Ghosh

Kanhaiya Ji | Tabla Ramdhyan Gupta

By Dhruv Sharma, Swarna Shri

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani

Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani, Teri Shakti Hai Aapar, Koi Paya Nhi Paar, Maiya Jagdambe, Jagdambe,
Durge Bhawani Tu Hi Kali Kalyani ॥

Maiya Tumse Meri Choti Si Hai Arji

Maiya Tumse Meri, Choti Si Hai Arji, Mano Ya Na Mano, Aage Teri Marji, Mavadi Rakhle Tu, Charon Ke Paas ॥

Aaungi Aaungi Main Agle Baras Phir Aaungi

Aaungi Aaungi Main Agle, Baras Phir Aaungi, Laungi Laungi Teri, Laal Chunariya Laungi ॥