Ram Siya Ram, Kaushalya Dashrath Ke Nandan (राम सिया राम, कौशल्या, दशरथ के नंदन - भजन)


Kaushalya, Dashrath Ke Nandan
Ram Lalat Pe Shobhit Chandan
Raghupati Ki Jay Bole Lakshman
Ram Siya Ka Ho Abhinandan
Anjani Putra Pade Hain Charan Mein
Ram Siya Japte Tan Man Mein
Mangal Bhavan Amangal Hari
Dravahu Sudasrath Ajir Bihari

Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram

Mere Tan Man Dhadkan Mein
Siya Ram Ram Hai
Man Mandir Ke Darpan Mein
Siya Ram Ram Hai
Tu Hi Siya Ka Ram
Radha Ka Tu Hi Shyam
Janmo Janam Ka Hi Ye Sath Hai
Meera Ka Tu Bhajan
Bhajate Hari Pavan
Tulsi Mein Bhi Likhi Ye Baat Hai

Mangal Bhavan Amangal Hari
Dravahu Sudasrath Ajir Bihari

Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram

Mangal Bhavan Amangal Hari
Mangal Bhavan Amangal Hari
Dravahu Sudasrath Ajir Bihari

Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
Ram Siya Ram, Siya Ram
Jay Jay Ram
राम सिया राम, कौशल्या, दशरथ के नंदन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
कौशल्या, दशरथ के नंदन, राम ललाट पे शोभित चन्दन, रघुपति की जय बोले लक्ष्मण..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanNew BhajanSachet Tandon Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Mujhe Radharani Mera Shyam Mila De

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya. Hori Re Hori Re Barjori Re Rasiya॥

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya

Aaj Biraj Mein Hori Re Rasiya, Hori Re Hori Re Barajori Re Rasiya...

Holi Holi Sanware Ki Aae Holi

Holi Holi Holi Holi Holi, Holi Holi Holi Sanware Ki Aae Holi, Gokul Bhiga Mathura Bhiga Bhagato Ki Bhigi Toli,
Holi Holi Holi Holi Holi ॥

Holi Re Holi Barsane Ki Holi

Radha Krishna Ne Mil kar Kheli Barsane Ki Holi, Sang Kishan Ke Gwal Sakha Hai Sakhiyan Radha Toli,
Holi Re Holi Barsane Ki Holi ॥