Ran mein aayi dekho Kali (रण में आयी देखो काली: भजन)


Ran Mein Aayi Dekho Kali,
Khoon Se Bharne Khappar Khali,
Dushto Ko Tu Marne Wali,
Jai Kali Kali ॥
Asht Bhujaon Wala Lahnga,
Pahan Ke Maiya Aayi Hai,
Kaat Ke Dushto Ka Sar Maiya,
Ne Mala Banai Hai,
Chandi Roop Baat Nirali,
Sajati Hai Meri Maiya Kali,
Dushto Ko Tu Marne Wali,
Jai Kali Kali ॥

Dekh Ke Roop Viraat Maan Tera,
Kai Devta Bhi Haare,
Tere Aage Vinti Karte,
Hath Jodte Hai Saare,
Aakhir Mein Shiv Shankar Ji Ne,
Kiya Hai Shant Tujhe Maan Kali,
Dushto Ko Tu Marne Wali,
Jai Kali Kali ॥

Jaise Bhairav Baba Ki,
Mukti Ki Tune Ambe Maan,
Mahishasura Ko Sabak Sikhane,
Vaali Tu Jagdambe Maan,
Aise Hi ‘Ashish Baagdi’,
Charanon Mein Tere Aaya Maan,
‘Hemant Brajvasi’ Ne Maiya,
Tera Hi Gun Gaya Maan,
Khushiyon Sabko Dene Wali,
Jai Kali Kali ॥

Ran Mein Aayi Dekho Kali,
Khoon Se Bharne Khappar Khali,
Dushto Ko Tu Marne Wali,
Jai Kali Kali ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
रण में आयी देखो काली: भजन - हिन्दी में पढ़ें
रण में आयी देखो काली, खून से भरने खप्पर खाली, दुष्टो को तू मारने वाली, जय काली काली ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Ran mein aayi dekho Kali

Ran Mein Aayi Dekho Kali, Khoon Se Bharne Khappar Khali, Dushto Ko Tu Marne Wali, Jai Kali Kali ॥

Jo Dena Ho To Maiya Uphar Ye Dena

Jo Dena Ho to Maiya, Uphar Ye Dena, Teri Mamta Par Thoda, Adhikar De Dena, Jo Dena Hon Ton Maiya, Uphar Ye Dena ॥