Re Nar Aaja Shri Brij Dham (रे नर आजा श्री ब्रिज धाम: कृष्ण भजन)


Re Nar Aaja Shri Brij Dham,
Yahan Tohe Milege Radhe Shyam ॥
Vrindavan Mein banke Bihari Darshan Karne Aaye Sakhi Pyari,
Tere Bigadi Ban Jaye Kaam,
Re Nar Aaja Shri Brij Dham,
Yahan Tohe Milege Radhe Shyam ॥

Vrindavan Mein Yamuna Ki Dhara Dubaki Laga Ja Baram Bara,
Yahan Bansi Bajaye Ghanshyam,
Re Nar Aaja Shri Brij Dham,
Yahan Tohe Milege Radhe Shyam ॥

Brij Chairasi Parikarma De Gobardhan Ke Darshan Kar Le,
Tera Kashu Na Lage Dham,
Re Nar Aaja Shri Brij Dham,
Yahan Tohe Milege Radhe Shyam ॥

Vrindavan Ki Kunja Galiyan Mein,
Radha Rani Shyam Ke Sang Mein,
Rash Rachave Aatho Yaam,
Re Nar Aaja Shri Brij Dham,
Yahan Tohe Milege Radhe Shyam ॥
BhaktiBharat Lyrics

Vrindavan Brij Ki Raj Daani,
Brij Vasin Ki Radha Rani,
Nit Shri Mil Jaye Radhe Shyam,
Re Nar Aaja Shri Brij Dham,
Yahan Tohe Milege Radhe Shyam ॥




रे नर आजा श्री ब्रिज धाम: कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
रे नर आजा श्री ब्रिज धाम, यहाँ तोहे मिलगे राधे श्याम ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami BhajanYashoda Laal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥