Sab Kuch Mila Re Bhole Rahmat Se Teri (सब कुछ मिला रे भोले, रहमत से तेरी - भजन)


Sab Kuchh Mila Re Bhole Rahmat Se Teri
Tune Hi Hai Suni Iltaza Meri
Ban Ke Fakir Main Chalya Rah Me Teri
Tu Na Milya Mujhko Aas Hai Teri
Sab Kuchh Mila Re Bhole Rahmat Se Teri
Tune Hi Hai Suni Iltaza MeriTan Ek Mandir Hai Ruh Ek Zariya
Tu Na Milga Chahe Khoj Lo Dariya
Rahta Kahan Pe Tu Kis Desh Bhesh Main
Mil Ja Mujhe Bas Sun Le Itni Si Fariyad
Na Koi Apna Hai Sab Hai Paraya
Tujhse Hi Hai Mohabbat Beintaha Meri
Sab Kuchh Mila Re Bhole Rahmat Se Teri
Tune Hi Hai Suni Iltaza Meri
Ban Ke Fakir Main Chalya Rah Me Teri
Tu Na Milya Mujhko Aas Hai Teri

Kathin Safar Me Ban Ke Fir Raha Banjara
Raah Me Kante Hai Phire Bhi Kya Khoob Hai Nazara
Kathin Safar Me Ban Ke Fir Raha Banjara
Rah Me Kante Hai Phire Bhi Kya Khoob Hai Nazara
Janta Hai Tu Bhole Har Chitt Ki Chori
Tune Hai Thaami Mere Jivan Ki Ye Dori
Meri Ye Saans Tu Hai Mera Vishwash Tu Hai
Kismat Ki Hai Naa Jarurat Lakrion Ko Meri
Sab Kuchh Mila Re Bhole Rahmat Se Teri
Tune Hi Hai Suni Iltaza Meri
Ban Ke Fakir Main Chalya Rah Me Teri
Tu Na Milya Mujhko Aas Hai Teri
Sab Kuchh Mila Re Bhole Rahmat Se Teri
Tune Hi Hai Suni Iltaza Meri

शिव चालीसा | लिङ्गाष्टकम् | शिव आरती | शिव भजन | शिव पंचाक्षर स्तोत्र | द्वादश ज्योतिर्लिंग मंत्र
सब कुछ मिला रे भोले, रहमत से तेरी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सब कुछ मिला रे भोले, रहमत से तेरी, तूने ही है सुनी इल्तिज़ा मेरी..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanBhole BhajanNew BhajanHansraj Raghuwanshi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Thari Jai Ho Pavan Kumar Balihari Jaun Balaji

Lal Langoto Hath Me Soto, Thari Jay Jo Pavan Kumar, Main Vari Jaoon Balaji,

Ude Ude Bajrangbali, Jab Ude Ude

Ude Ude Bajrangbali, Jab Ude Ude Hanuman Ude Udte Hi Gaye, Sab Dekh Rahe Hai Khade Re Khade

Nit Ratun Nam Baba, Naukari Miljya Jai Hanuman

Nit Ratun Naam Baba, Aajya Kaam Aaj, De De Isa Vardaan, Naukri Miljya Jai Hanuman ॥

Salasar Mein Jiska, Aana Jana Ho Gaya

Salasar Mein Jiska, Aana Jana Ho Gaya, Vo Hi Meri Baba Ka, Deewana Ho Gaya...