Bhajan: Sabse Unchi Prem Sagai (सबसे ऊंची प्रेम सगाई - भजन)


Sabase Unchi Prem Sagai,
Sabase Unchi Prem Sagai ।
Duryodhan Ke Mewa Tyagyo,
Saag Vidur Ghar Khai ।
Sabase Unchi Prem Sagai ।

Joothe Phal Shabari Ke Khaye,
Bahu Vidhi Swad Batai ।
Sabase Unchi Prem Sagai ।

Rajasuy Yagy Yudhishthir Keenha,
Tame Jooth Uthai ।
Sabase Unchi Prem Sagai ।

Prem Ke Bas Parath Rath Hankyo,
Bhool Gaye Thakurai ।
Sabase Unchi Prem Sagai ।

Aisi Preet Badhi Vrindavan,
Gopiyan Nach Nachai ।
Sabase Unchi Prem Sagai ।

Prem Ke Bas Nrap Sewa Keenhin,
Aap Bane Hari Nai ।
Sabase Unchi Prem Sagai ।

Soor Kroor Ehi Layak Nahin,
Kehi Lago Karahun Badai ।
Sabase Unchi Prem Sagai ।
सबसे ऊंची प्रेम सगाई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सबसे ऊंची प्रेम सगाई । दुर्योधन के मेवा त्याग्यो, साग विदुर घर खाई..
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanJagjit Singh Bhajan

Other Popular Bhajan: Sabse Unchi Prem Sagai Video

Sabse Unchi Prem Sagai By Jaya Kishori

Sabse Unchi Prem Sagai By Shri Devkinandan Thakur Ji

Sabse Unchi Prem Sagai Srishti Bhandari

Sabse Unchi Prem Sagai By Varsha Shrivastava

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Guru Meri Puja Guru Mera Parbrahma

Guru Meri Puja Guru Gobind, Guru Mera Parabrahm, Guru Bhagwant

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..