Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maa Laage Sethani (सज धज के बैठी है माँ, लागे सेठानी: भजन)


Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani,
Laage Sethani O Meri Maan,
Laage Sethani,
Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani ॥
Kisne Maiya Ji Teri Chunri Banai,
Kisne Maiya Ji Teri Chunri Banai,
Chunari Banai Tere Sir Pe Sajai,
Chunari Mein Taar Hajar,
Laage Sethani,
Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani ॥

Kisne Maiya Ji Teri Payal Banai,
Kisne Maiya Ji Teri Payal Banai,
Payal Banai Tere Pairo Mein Pahanai,
Payal Mein Ghunghru Hajar,
Laage Sethani,
Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani ॥

Kin Kin Hathon Mein Maiya Mehndi Lagaoon,
Kin Kin Hathon Mein Maiya Mehndi Lagaoon,
Mehndi Lagaoon Tere Hathon Mein Rachaoon,
Maiya Ji Ke Hath Hai Hajar,
Laage Sethani,
Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani ॥

Meri Mata Ke Navrate Hai Aaye,
Meri Maiya Ke Navrate Hai Aaye,
Sab Milkar Maan Ki Jyoti Jagaye,
‘Ravi’ Lagaye Jai Jaikar,
Laage Sethani,
Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani ॥

Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani,
Laage Sethani O Meri Maan,
Laage Sethani,
Saj Dhaj Ke Baithi Hai Maan,
Laage Sethani ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
सज धज के बैठी है माँ, लागे सेठानी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सज धज के बैठी है माँ, लागे सेठानी, लागे सेठानी ओ मेरी माँ, लागे सेठानी, सज धज के बैठी है मां, लागे सेठानी ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Aayo Faganiyo Albelo

Aayo Phaganiyo Alabelo, Baba Shyam Dhani Ko Melo, Chalyo Bhagata Ko Yo Relo, Khatu Shyam Ji, O Khatu Dham Ji ॥

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo Shyam Sahara Milta Hai

Man Mein Hai Vishwas Agar Jo, Shyam Sahara Milta Hai, Rota Hai Koi Shyam Ka Premi...

Sara Barsana Tera Deewana Hua

Teri Murli Ki Dhun, Humne Jabse Suni, Sara Barsana Tera Deewana Hua, Mili Tumse Najar, Meri Jab Saanware, Ye Dil Bhi Humara Begana Hua ॥