Sansar Ye Chhute Chahe Pran Ye Chhute (संसार ये छूटे चाहें प्राण ये छुटे: भजन)


Sansar Ye Chhute Chahe Pran Ye Chhute,
Jabtak Hai Zindagani,
Mujhse Maan Nahin Roothe,
Maan Nahin Roothe,
Sansar Yen Chhute Chahe Pran Ye Chhute ॥
Rahe Jabtak Ye Zindagani,
Tumhara Sath Ho Maiya,
Rahoon Jabtak Main Duniya Mein,
Ye Sir Par Hath Ho Maiya,
Sansar Yen Chhute Chahe Pran Ye Chhute,
Jabtak Hai Zindagani,
Mujhse Maan Nahin Roothe,
Maan Nahin Roothe,
Sansaar Yen Chhoote Chahen Praan Ye Chhute ॥

Ujad Jaye Sara Gulshan,
Aur Duniya Ujad Jaye,
Beta Jeete Ji Mar Jaye,
Jo Uski Maan Bichhad Jaye,
Sansar Yen Chhute Chahen Pran Ye Chhute,
Jabtak Hai Zindagani,
Mujhse Maan Nahin Roothe,
Maan Nahin Roothe,
Sansar Yen Chhute Chahe Pran Ye Chhute ॥

Agar Bete Ke Sar Se Maan,
Jara Sa Anchal Hatata Hai,
Vo Roye Phut Phut Kar Maan,
Kaleja Aisa Phatata Hai,
Sansar Yen Chhute Chahen Pran Ye Chhute,
Jabtak Hai Zindagani,
Mujhse Maan Nahin Roothe,
Maan Nahin Roothe,
Sansar Yen Chhute Chahe Pran Ye Chhute ॥

Yahi Vinti Hai ‘banwari’,
Ki Maiya Rooth Na Jaye,
Tere Hathon Se Maan Meri,
Ye Ungli Chhut Na Jaye,
Sansar Yen Chhute Chahen Pran Ye Chhute,
Jabtak Hai Zindagani,
Mujhse Maan Nahin Roothe,
Maan Nahin Roothe,
Sansar Yen Chhute Chahe Pran Ye Chhute ॥

Sansar Ye Chhute Chahen Pran Ye Chhute,
Jabtak Hai Zindagani,
Mujhse Maan Nahin Roothe,
Maan Nahin Roothe,
Sansar Yen Chhute Chahe Pran Ye Chhute ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
संसार ये छूटे चाहें प्राण ये छुटे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
संसार ये छूटे चाहें प्राण ये छुटे, जबतक है जिंदगानी, मुझसे माँ नहीं रूठे, माँ नहीं रूठे, संसार यें छूटे चाहे प्राण ये छुटे ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham

Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam, Ek Tu Hi Hai Mera, Baaki Sab Hai Vaham, Mere Baba Sath, Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Kanhaiya Se Najare Mila Ke To Dekho

Kanhaiya Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Sanwariye Se Nazre, Mila Ke to Dekho, Dilon Jaan Inpe, Luta Ke to Dekho, Kanhaiya Se Nazren, Mila Ke to Dekho ॥

Bansi Bajake Meri Nindiya Churai

Bansi Baja Ke Meri Nindiya Churai, Ladla Kanhaiya Mera Krishn Kanhai, Kunj Gali Mein Dhoondhen Tumhe Radha Pyari