Sanwariya Seth Ke Shri Charnon Main Arji Lagane Aaya Hun (सांवलिया सेठ के श्री चरणों में,अर्जी लगाने आया हूं: श्री कृष्ण भजन)


Sanwariya Seth Ke Shri Charnon Main,
Arji Lagane Aaya Hun,
Jhukti Hai Sari Duniya Jahan Par,
Mein Bhi Sar Jhukane Aaya Hun,
Arji Lagane Aaya Hun ll
Sabko Pata Hai Khatu Sa Darwar Nahi Duja,
Isliye Kaliyug Mein Ghar Ghar Hoti Hai Puja,
Is Duniya Mein Baba Sa Datar Nahi Duja,
Manke Bhavo Ko Dil Ke Ghavo Ko,
Marham Lagvane Aaya Hun,
Arji Lagane Aaya Hun ll

Inka Bachan Hai Inka Bhagat Paresan Nahi Hoga,
Doulat Sohrat Sab Hogi Aviman Nahi Hoga,
Inki Kirpa Se Badh Kar Koi Vardan Nahi Hoga,
Kismat Ki Rekha Karmo Ka Lekha,
Arji Lagane Aaya Hun ll
BhaktiBharat Lyrics

Khatu Ki Gyaras Jesa Tyohar Nahi Dekha,
Bhakton Ka Yaha Aana Kabhi Bekar Nahi Dekha,
Ambrish Kahe Is Dar Pe Kabhi Inkar Nahi Dekha,
Kirpa Ye Teri Kismat Mein Meri,
Mein Bhi Likhvane Aaya Hun,
Arji Lagane Aaya Hun ll
सांवलिया सेठ के श्री चरणों में,अर्जी लगाने आया हूं: श्री कृष्ण भजन - हिन्दी में पढ़ें
सांवलिया सेठ के श्री चरणों में, अर्जी लगाने आया हूं, झुकती है सारी दुनिया जहां पर, मैं भी सर झुकाने आया हूं, अर्जी लगाने आया हूं ll
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Sabse Pahle Manaba Thane Deva Ra Sardar

Sabse Pahle Manaba, Thane Deva Ra Sardar, Ranat Bhavan Su Aap Padharo, Ho rahi Jay Jayakar, Sabasu Pahala Manawa, Thaane Deva Ra Saradar ॥

Agar Nath Dekhoge Avgun Humare

Agar Nath Dekhoge Avgun Hamare, To Ham Kaise Bhav Se Lagenge Kinare ॥

Kripalu Bade Hai Shri Shyam Sundar

Kripalu Bade Hain Shri Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De, Inke Hriday Mein Prem Bhara Hai, Bhagwan Sabon Se Prem Hai Karte, Kripalu Bade Hai Shrin Shyam Sundar, Kripalu Kripa Ki Barsaat Kar De ॥

Radha Se Karde Sagai

Kahate Hai Krishn Kanhai, Radha Se Kar De Sagai, Meri Radha Se Kar De Sagai ॥

Jyoti Kalash Chhalake

Jyoti Kalash Chhalke, Hue Gulabi, Lal Sunhare, Rang Dal Badal Ke, Jyoti Kalash Chhalke..