Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai (सारे मिल के खुशियां मनाओ आई दिवाली आई - भजन)


Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai,
Nacho Gao Dhoom Machao Lakshmi Ji Ghar Aai,
Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai,
Deepawali Ka Din Ye Niraala Sukh Ka Ujaala Dene Vaala,
Masti Mein Khoya Aalam Saara Behne Lagi Hai Prem Ki Dhara,
Sab Ke Sankat Door Karagai Lakshmi Ji Mahamai,
Naacho Gao Dhoom Machao Lakshmi Ji Ghar Aai,
Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai,

Phule Se Ghar Hai Sab Ne Sajaaye Prem Se an Gin Deep Jalaye,
He Meva Mishri Aur Mithai Di Hai Kisi Ko Kisi Se Hai Pai,
Aaj Ka Din Ho Sab Ke Lie Hi Mangal Mai Sukh Dai
Naacho Gao Dhoom Machao Lakshmi Ji Ghar Aai,
Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai,

Aatishbaaji Aur Patakhe Deepawali Ki Shaan Badhate,
Koi Ho Paraye Chaahe Ho Apne Aaj Ho Pure Sab Ke Sapne,
Sab Ko Mubarak Baat Hamari Sab Ko Lakh Badhai,
Naacho Gao Dhoom Machao Lakshmi Ji Ghar Aai,
Sare Mil Ke Khushiyan Manao Aai Diwali Aai
सारे मिल के खुशियां मनाओ आई दिवाली आई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सारे मिल के खुशियां मनाओ आई दिवाली आई, नाचो गाओ धूम मचाओ लक्ष्मी जी घर आई
Bhajan Diwali Bhajan BhajanDiwali Puja BhajanDiwali Lakshmi Ganesh Puja BhajanVighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanDeepavali BhajanMata Lakshmi BhajanBhagwan Ganesh BhajanDiwali BhajanDeepavali Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Kanwar Saja Ke Chalo Sawan Ritu Hai Aayi

Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi, Bhakto Ko Shiv Ne Apne, Awaj Hai Lagae, Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi ॥

Hey Shivshankar Hey Karunakar

Hey Shivshankar Hey Karunakar, Hey Parmeshwar Parampita Har Har Bhole Namah Shivay,

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare, Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo, Shiv Bhakti Ka Raspaan Karo, Jeevan Jyotirmay Ho Jaye