Sathi Hare Ka Tu Mujhko Bhi Shyam Jeeta De (साथी हारे का तू, मुझको भी श्याम जीता दे - भजन)


Sathi Hare Ka Tu,
Mujhko Bhi Shyam Jeeta De,
Mera Ye Naseeba Bhi,
Soya Hai Jaga De,
Sathi Haren Ka Tu,
Mujhko Bhi Shyam Jeeta De ॥
Duniya Mein Ghuma Mujhe,
Mili Ruswai Hai,
Apnon Se Jakhm Mile,
Aankh Bhar Aayi Hai,
Sabko Nibhate Ho,
Sabko Nibhate Ho,
Mujhe Bhi Nibha De,
Sathi Haren Ka Tu,
Mujhko Bhi Shyam Jeeta De ॥

Tumse Chhupaun Kya Main,
Tumhe Sab Pata Hai,
Hath Jod Mafi Mangu,
Hui Jo Khata Hai,
Dayalu Daya Thodi,
Dayalu Daya Thodi,
Mujhpe Bhi Luta De,
Sathi Haren Ka Tu,
Mujhko Bhi Shyam Jeeta De ॥

Haare Ka Sahara Hai Tu,
Main Bhi Ek Haara,
Itihas Kahta Tumne,
Laakhon Ko Ubara,
‘Mohit’ Meri Bhi,
‘Mohit’ Meri Bhi,
Kismat Saja De,
Sathi Haren Ka Tu,
Mujhko Bhi Shyam Jeeta De ॥
Bhaktibharat Lyrics

Sathi Hare Ka Tu,
Mujhko Bhi Shyam Jeeta De,
Mera Ye Naseeba Bhi,
Soya Hai Jaga De,
Sathi Haren Ka Tu,
Mujhko Bhi Shyam Jeeta De ॥
साथी हारे का तू, मुझको भी श्याम जीता दे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
साथी हारे का तू, मुझको भी श्याम जीता दे, मेरा ये नसीबा भी, सोया है जगा दे,..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanVasundhara Sharma BhajanRajni Rajasthani Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥