Satrangi Mela Hai Aayo (सतरंगी मेला है आयो - भजन)


Satrangi Mela Hai Aayo,Chaalo Shyam Duariya
Aayo Melo Hai Phagniyo Khaatu Chalo
Aayo Melo Hai Phagniyo Khaatu Chalo
Shyaam Premi Laakho Aate Baaba Ki Nagariya
Aayo Melo Hai Phaaganiyo Khaatu Chalo
Pura Saal Hai Rahata Intajaar Ji Kab Aaega Phaagun Tehavaar Ji
Lagata Khaatu Mein Lakkhi Hai Mela Aate Baaba Ke Premi Hai Hajaar Ji
Ji Bhar Ke Vo Mauj Udaate Baaba Ki Nagariya
Aayo Melo Hai Phaaganiyo Khaatu Chalo

Koi Rel Aur Jahaaj Se Aata Koi Rings Se Paidal Hai Aata

Koi Shyaam Nishaan Chadhaata Koi Deeje Bhi Sath Mein Lata
Are Sabki Ichchha Puri Karta Mera Shyam Hai Sawariya
Aayo Melo Hai Phaaganiyo Khaatu Chalo

Khub Hote Hain Shyam Bhandare Hote Keertan Aur Bajte Hain Nagade
Hota Swarg Sa Najara Khaatu Dhaam Ka Bhakt Khub Lagaate Hain Jaykare
Baba Ke Hain Premi Pagal Shankar Hai Chakriya
Aayo Melo Hai Phaaniyo Khaatu Chalo

Writer and Singer :- Shankar Yadav
सतरंगी मेला है आयो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सतरंगी मेला है आयो,चालो श्याम दुअरिया, आयो मेलो है फागनियो खाटू चलो
Bhajan Shri Shyam BhajanShri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanHoli BhajanFalgun BhajanShyam BhajanBadhai BhajanJanmdin BhajanBirthday BhajanNavjanm BhajanJanmashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Jab Jab Inke Bhakto Pe Koi Sankat Aata Hai

Jab Jab Inke Bhakton Pe, Koi Sankat Aata Hai, Mera Laal Langota Bala,
Pal Mein Dauda Aata Hai ॥

Mere Balaji Maharaj Jaikara Gunje Gali Gali

Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Jayakara Gunje Gali Gali, Mere Balaji Maharaj, Jayakara Gunje Gali Gali ॥