Sawan Ki Barse Badariya Maa Ki Bhingi Chunariya (सावन की बरसे बदरिया: भजन)


Savan Ki Barse Badariya
Savan Ki Barse Badariya,
Maa Ki Bheegi Chunariya,
Bheegi Chunariya Maa Ki ॥
Laal Chunad Maa Ki Cham Cham Chamkey,
Mathe Ki Bindiya Bhi Dam Dam Damkey,
Haatho Me Jhalke Kanganiya,
Maa Ki Bheegi Chunariya .
॥ Savan Ki Barse Badariya… ॥

Chhayi Hariyaali, Jhoome Ambua Ki Daali,
Hoke Matvaali, Kuke Kokaliya Kaali,
Badal Me Kadake Bijuriya,
Maa Ki Bheegi Chunariya ॥
॥ Savan Ki Barse Badariya… ॥

Uncha Bhawan Tera Uncha Hai Dera,
Kaise Chadhoon, Paanv Fisale Hai Mera,
Tedhi Medhi Hai Dagariya,
Maa Ki Bheegi Chunariya ॥
॥ Savan Ki Barse Badariya… ॥

Kaali Ghata Paani Bhar Bhar Ke Layi,
Jhula Jhule Jagdambe Bhavaani,
Ham Sab Pe Maa Ki Najariya,
Maa Ki Bheegi Chunariya ॥
॥ Savan Ki Barse Badariya… ॥

Savan Ki Barse Badariya
Savan Ki Barse Badariya,
Maa Ki Bheegi Chunariya,
Bheegi Chunariya Maa Ki ॥
Bhakti Bharat Lyrics

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
सावन की बरसे बदरिया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सावन की बरसे बदरिया, माँ की भीगी चुनरीया, भीगी चुनरिया माँ की...
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanSawan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mera Koi Na Sahara Bin Tere Nandlal

Bhakti Bharat is sharing you a lovely devotional song by Devi Neha Ji. mera koi na sahara bin tere, nandalal sanwariya mere, gopal sanwariya mere

Maa Tenu Milne Lai

Maa Tainun Milne Lai Duron Chal Aaya Han, Niki-Niki Kanjakan Lai Chudiyan Lai Aaya Han।

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Kitna Roi Parvati Shivnath Ke Liye

Kitna Roi Parvati, Shivnath Ke Liye, Main To Pran Bhi Taj Dungi, Bholenath Ke Liye, Sabne Kitna Samjhaya,
Par Na Mani Mahamaya ॥

Shiv Parvati Ne Tumhe Vardan De Diya

Kalayug Mein Bhav Se Paar, Chaaho Bhakto Jo Jaana, Gauri Gajananan Ko Sada, Man Se Hi Dhyaana, Bhakto Ke Man Mein Tumne, Apna Sthaan Kar Diya, Shri Ganesh Ye Kalyug, Tumhare Naam Kar Diya ॥