Sawari Mahakal Ki Aayi (सवारी महाकाल की आई - भजन)


Aao Pyare Bhakton,
Bhole Baba Ko Manaen Ham,
Phoolon Se Sawari,
Mahakal Ki Sajaye Hum,
Karata Dharashai Papiyon Ki Chal,
Aisa Nyaay Priy Hai Mera Mahakal,
Ujjain Bhraman Ko Nikale,
Mere Mahakal,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Om Namah Shivay Om Namah Shivay ॥
Mal Kar Tan Par Bhasmi,
Wo To Pahane Mrg Ki Chhaal,
Mere Mahakal Mere Mahakal,
Aadi Se Aadi Hai Wo,
Mere Mahakal Mere Mahakal,
Damru Wale Dekho,
Kare Hai Ho kamal,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Om Namah Shivay Om Namah Shivay ॥

Karpoor Gauram Karunavataram,
Sansar Saram Bhujgendra Haram,
Sada Vasantam Hridayarvinde,
Namami along with Bhavam Bhavani ॥

Kalo Ka Bhi Kaal Wo To,
Mera Mahakal,
Mere Mahakal Mere Mahakal,
Dekha Humne Kae Baar,
Papiyon Haal,
Mere Mahakal Mere Mahakal,
Ang Bhabhuti Tirapund Lagae Ham,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Om Namah Shivay Om Namah Shivay ॥

Aao Pyare Bhakton,
Bhole Baba Ko Manaen Ham,
Phoolon Se Sawari,
Mahakal Ki Sajaye Hum,
Karata Dharashai Papiyon Ki Chal,
Aisa Nyaay Priy Hai Mera Mahakal,
Ujjain Bhraman Ko Nikale,
Mere Mahakal,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Sawari Mahakal Ki Aae,
Om Namah Shivay Om Namah Shivay ॥
सवारी महाकाल की आई - भजन - हिन्दी में पढ़ें
आओ प्यारे भक्तों, भोले बाबा को मनाएं हम, फूलों से सवारी, महाकाल की सजाए हम, करता धराशाई पापियों की चाल, ऐसा न्याय प्रिय है मेरा महाकाल, उज्जैन भ्रमण को निकले, मेरे महाकाल, सवारी महाकाल की आई, सवारी महाकाल की आईं, ॐ नम: शिवाय ॐ नम: शिवाय ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kabhi Fursat Ho To Jagdambe

Kabhi Phursat Ho to Jagdambe, Nirdhan Ke Ghar Bhi Aa Jana । Jo Rookha Sookha Diya Hamen

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani. Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye