Shiv Kailasho Ke Vasi (शिव कैलाशो के वासी - भजन)


Shiv Kailasho Ke Vasi,
Dhauli Dharon Ke Raja,
Shankar Sankat Ko Harna,
Shankar Sankat Ko Harna ॥
Tere Kailashon Ka Ant Na Paya,
Tere Kailashon Ka Ant Na Paya,
Ant Beant Teri Maya,
O Bhole Baba,
Ant Beant Teri Maya,
Shiv Kailasho Ke Vasi,
Dhauli Dharon Ke Raja,
Shankar Sankat Ko Harna,
Shankar Sankat Ko Harna ॥

Bel Ki Pattiyan Bhang Dhatura,
Bel Ki Pattiyan Bhang Dhatura,
Shiv Ji Ke Maa Ko Lubhayen,
O Bhole Baba,
Shiv Ji Ke Maa Ko Lubhayen,
Shiv Kailashon Ke Vasi,
Dhauli Dharon Ke Raja,
Shankar Sankat Ko Harna,
Shankar Sankat Ko Harna ॥

Ek Tha Dera Tera,
Chambe Re Chogana,
Dujja Lae Ditta Bharmaura,
O Bhole Baba,
Dujja Lae Ditta Bharmaura,
Shiv Kailashon Ke Vasi,
Dhauli Dharon Ke Raja,
Shankar Sankat Ko Harna,
Shankar Sankat Ko Harna ॥

Shiv Kailasho Ke Vasi,
Dhauli Dharon Ke Raja,
Shankar Sankat Ko Harna,
Shankar Sankat Ko Harna ॥
शिव कैलाशो के वासी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
शिव कैलाशो के वासी, धौली धारों के राजा, शंकर संकट हरना, शंकर संकट हरना ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..