Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Hey Govardhan Girdhari Tujhe Puje Duniya Saari (हे गोवर्धन गिरधारी, तुझे पूजे दुनिया सारी - भजन)


Hey Govardhan Girdhari Tujhe Puje Duniya Saari
Hey Govardhan Girdhari,
Tujhe Puje Duniya Saari,
Teri Parikrama Jo Karle,
Mit Jaye Bipda Sari,
Hey Govardhan Girdhari,
Tujhe Puje Duniya Saari ॥
Hai Saat Kosh Ki Parikrama,
Badi Bhari Hai Inki Mahima,
Kano Mein Kundal Chamakat Hai,
Thodi Pe Hira Damakat Hai,
Teri Jhanki Badi Manohari,
Tujhe Puje Duniya Sari,
Hey Govardhan Girdhari,
Tujhe Puje Duniya Saari ॥

Aaj Annakut Ka Bhog Laga,
Tera Chhappan Bhog Kya Khub Saja,
Itane Vyanjan Banavae Hai,
Ghar Ghar Se Sab Le Aae Hai,
Kare Nrty Sakal Nar Nari,
Tujhe Puje Duniya Saari,
Hey Govardhan Girdhari,
Tujhe Puje Duniya Saari ॥

Kuchh To Makhan Ko Bal Badhyo,
Kuchh Gvalan Kari Sahay,
Shree Radhe Ju Ki Krpa Te,
Mainne Girivar Liyo Uthaay,
Yun Bole Madan Murari,
Tujhe Puje Duniya Saari,
Hey Govardhan Girdhari,
Tujhe Puje Duniya Saari ॥

Hey Govardhan Girdhari,
Tujhe Puje Duniya Saari,
Teri Parikrama Jo Karle,
Mit Jaye Bipda Sari,
Hey Govardhan Girdhari,
Tujhe Puje Duniya Saari ॥

हे गोवर्धन गिरधारी, तुझे पूजे दुनिया सारी - भजन हिन्दी में पढ़ें

हे गोवर्धन गिरधारी, तुझे पूजे दुनिया सारी, तेरी परिक्रमा जो करले, मिट जाए विपदा सारी, हे गोवर्धंन गिरधारी, तुझे पूजे दुनिया सारी ॥
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP