Shukrana Tera (शुक्राना तेरा)


Shukrana Tera
Har Pal Da, O Datiya, Shukrana Tera ll
Jo Bhi, Mere Paas Hai Voh ll Nazrana Tera
Har Pal Da, O Datiya ll
Mujh Pe, Har Pal, Teri Itani, Kirpa Hoi ll
Dekh Ke, Teri Kirpa Meri, Aankhe Roi ll
Toon Jaane, Dene Ka Kya Hai ll Bahana Tera
Har Pal Da, O Datiya ll

Yah, Ahsaas Hai, Mujhko Yahi, Dil Ne Maana ll
Teri, Kirpa Badi, Daata Mera, Chhota Shukrana ll
Toon Muskaye, to Hota Hai ll Muskaana Mera
Har Pal Da, O Datiya ll

Teri Kirpa, Ki Chhaya Ho, Gyan Ke Sar Pe Ll
Kahe, Puneet Main Baitha Rahoon, Bas Tere Dar Pe ll
Shayad Tujhako, Bha Gaya Hai* ll Jhuk Jaana Mera
Har Pal Da, O Datiya ll
शुक्राना तेरा - हिन्दी में पढ़ें
शुक्राना तेरा, हर पल दा, ओ दातिया, शुक्राना तेरा ll, जो भी, मेरे पास है वोह ll नज़राना तेरा, हर पल दा, ओ दातिया ll
Bhajan Guru BhajanGuru Purnima BhajanShabad Kirtan BhajanGurbani BhajanKripa BhajanPunjabi BhajanSikhism BhajanHinduism Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Ganesh Gauri Nandan

Jai Ganesh Gauri nandan Din Ke Dayala, Bhakton Ke Antar Mein Kijiye Ujala, Jai Ganesh Gauri Nandan ॥

Gajanan Charan Kamal Raj Dije

Tumhari Krupa Milat Avinashi, Bhav Bandhan Kat Jasi, Jag Mein Nahin Hai Sahara Jinako, Unako Sahara Dije, Gajanan Charan Kamal Raj Dije ॥

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman

Ganpati Karte Charno Mein Hum Hai Naman, Kare Pooja Tumhari Sab Hoke Magan, Shiv Gaura Ke Laal Ko Dhyate Hai Hum, Hey Ganpati Tumko Manate Hai Hum, Ganpati Karate Charano Mein Hum Hai naman,
Kare Pooja Tumhari Sab Ho Ke Magan ॥

Sabse Pahle Manaba Thane Deva Ra Sardar

Sabse Pahle Manaba, Thane Deva Ra Sardar, Ranat Bhavan Su Aap Padharo, Ho rahi Jay Jayakar, Sabasu Pahala Manawa, Thaane Deva Ra Saradar ॥

Ganesh Bhajan

Famous Shri Ganesh Bhajans sung in Shri Ganesh Temple, Vinayaka Temple, Ganeshotsav, Ganesh Chaturthi, auspicious time, auspicious work and planetary entry..