Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam (श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम - भजन)


Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam
Log Karen Meera Ko Yunhi BadnamSanware Ki Bansi Ko Bajne Se Kaam
Radha Ka Bhi Shyam Voh To Meera Ka Bhi Shyam

Jamuna Ki Lehren Bansibat Ki Chhaiyaan
Kiska Nahin Hai Kaho Krishan Kanhaiya
Shyam Ka Deewana To Saara Brij Dhaam
॥ Log Karen Meera Ko...॥

Kaun Jaane Bansuriya Kisko Bulaye
Jiske Man Bhaye Wo Usi Ke Gun Gaye
Kaun Nahin Bansi Ki Dhun Ka Gulaam

Shyam Teri Bansi Pukare Radha Naam
Log Karen Meera Ko Yunhi Badnam

Movie: Geet Gata Chal
Music Director: Ravindra Jain
Lyricist: Ravindra Jain
Singer: Arti Mukherji, Jaspal Singh

आरती कुंजबिहारी की | आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन | श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं | आरती श्री बाल कृष्ण जी की | ॐ जय जगदीश हरे | मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं | कृष्ण भजन | अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं | श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारी
श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्याम तेरी बंसी पुकारे राधा नाम, लोग करें मीरा को यूँ ही बदनाम साँवरे की बंसी को बजने से काम...
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanPhalguna BhajanIskcon BhajanShri Shyam Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II