Socha Nahi Jo Khwab Me Utna Hame Mila (सोचा नहीं जो ख्वाब में, उतना हमें मिला: भजन)


Socha Nahi Jo Khwab Me,
Utna Hame Mila,
Tute Na Teri Rahamaton Ka,
Shyam Shilshila,
Socha N ahi Jo Khwab Me ॥
Ek Din Meri Ye Jindegi,
Tere Dar Pe Mud Gae,
Tti Hue Thi Khvahishe,
Ek Pal Mein Jud Gae,
Pahali Hi Hajri Ka,
Itna Diya Sila,
Tute Na Teri Rahamaton Ka,
Shyam Shilshila,
Socha N ahi Jo Khwab Me ॥

Sewa Main Jab Se Aapne,
Mujhko Laga Liya,
Teri Krupa Ka Har Ghadi,
Ehsas Hai Kiya,
Mujhe Jindegi Se Ab Prabhu,
Raha Na Koi Gila,
Tute Na Teri Rahamaton Ka,
Shyam Shilshila,
Socha N ahi Jo Khwab Me ॥

Aae Jo Mushkilen Kabhi,
Prabhu Dur Ho Gae,
Gumnaam Si Ye Jindegi,
Mashur Ho Gae,
Muskil Bhari Dagar Main Bhi,
Biswas Na Hila,
Tute Na Teri Rahamaton Ka,
Shyam Shilshila,
Socha N ahi Jo Khwab Me ॥

Tere Premiyon Mein Bas Prabhu,
Mera Bhi Naam Ho,
Charnon Main Aap Prabhu,
Jivan Ki Sham Ho,
'Romi' Ko Apni God Main,
Lena Prabhu Sula,
Tute Na Teri Rahamaton Ka,
Shyam Shilshila,
Socha N ahi Jo Khwab Me ॥

Socha Nahi Jo Khwab Me,
Utna Hame Mila,
Tute Na Teri Rahamaton Ka,
Shyam Shilshila,
Socha N ahi Jo Khwab Me ॥
सोचा नहीं जो ख्वाब में, उतना हमें मिला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सोचा नहीं जो ख्वाब में, उतना हमें मिला, टूटे ना तेरी रहमतों का, श्याम सिलसिला, सोचा नही था ख्वाब में ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..