Sukh Ke Sab Saathi, Duhkh Mein Na Koi (सुख के सब साथी, दुःख में ना कोई: भजन)


Sukh Ke Sab Sathi, Duhkh Mein Na Koi।
Mere Ram, Tera Nam Ek Sancha Dooja Na Koi॥Jeevan Aani Jani Chhaya, Jhuthi Maya, Jhuthi Kaya।
Phir Kahe Ko Sari Umariyan, Paap Ki Gathadi Dhoi॥
॥Sukh Ke Sab Sathi...॥

Na Kuchh Tera, Na Kuchh Mera, Ye Jag Jogiwala Phera।
Raja Ho Ya Rank Sabhi Ka, Ant Ek Sa Hoi॥
॥Sukh Ke Sab Sathi...॥

Bahar Ko Tu Matee Phanke, Man Ke Bheetar Kyon Na Jhanke।
Ujale Tan Par Maan Kiya, Aur Man Ko Mail Na Dhoi॥

Sukh Ke Sab Sathi, Duhkh Mein Na Koi।
Mere Ram, Tera Nam Ek Sancha Dooja Na Koi॥
सुख के सब साथी, दुःख में ना कोई: भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुख के सब साथी, दुःख में ना कोई। मेरे राम, तेरा नाम एक साँचा दूजा ना कोई..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navami BhajanJanaki Jayanti BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanRam Sita Vivah BhajanMorning BhajanInspirational BhajanRoop Kumar Rathod Bhajan

Other Popular Sukh Ke Sab Saathi, Duhkh Mein Na Koi Video

Sukh Ke Sab Saathi, Duhkh Mein Na Koi By Roop Kumar Rathod

Sukh Ke Sab Saathi, Duhkh Mein Na Koi By Sonu Nigam

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Hai Nam Re Sabse Bada Tera Nam

Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani, Kaal Ke Panje Se Mata Bachao, Jai Maan Asht Bhawani...

Jaipur Se Layi Main Chunri

Jaipur Se Lai Main to, Chunri Rangvai Ke, Gota Kinari Apne...

Bheja Hai Bulava Tune Shera Waliye

Bheja Hai Bulava, Tune Shera Valie, O Maiya Tere Darbar | Mein Han Tere Deedar, Ki Main Aunga
Kabhi Na Phir Jaunga

Aisa Pyar Baha De Maiya

Ya Devi Aarva-Bhuteshu, Daya-Roopen Sansthita। Namastasye Namastasye Namastasye Namo Namah॥

Chausath Jogani Re Bhawani, Dewaliye Ramajay

Chausath Joganee Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay, Ghoomar Ghaalani Re Bhavaanee, Devaliye Ramajaay II