Tere Dar Pe O Meri Maiya (तेरे दर पे ओ मेरी मईया: भजन)


Tere Dar Pe O Meri Maiya,
Tere Deewane Aaye Hain,
Bhar De Jholi Maiya Bholi,
Bigdi Banane Aaye Hain,
Tere Dar Pe O Meri Maiya,
Tere Deewane Aaye Hain ॥
Ho Jaye Karam Uspe Jape,
Jo Teri Mala,
Tu Chaahe to Khul Jaye,
Taqdeer Ka Tala,
Maan Ki Jyoti Se,
Noor Milta Hai,
Chain Milta Hai,
Suroor Milta Hai,
Jo Bhi Aata Hai,
Maiya Ji Tere Dar Pe,
Kuchh Na Kuchh to,
Jaroor Milta Hai,
Apne Bhakton Se,
Tu to Pyar Karen,
Beta Ruthe Na,
Itni Dulaar Karen,
Mamta Tere Aanchal Ka Maan,
Hum to Paane Aaye Hain,
Tere Dar Pen on Meri Maiya,
Tere Deewane Aaye Hain ॥

Tere Dar Pe Maan Bhikhari Bhi,
Dhanwaan Ho Jaye,
Nirbal Bhi Shakti Paake,
To Balwan Ho Jaye,
Maan Girte Ko,
Tumne Thaam Liya,
Besaharon Ko Bhi Sahara Diya,
Uske Kismat Sawar Gai,
Jisne Sachche Dil Se Maiya Ji,
Tera Naam Liya,
Arji Sun Le Tu,
Bete Ki Maiya,
Paar Laga De Tu,
Jeevan Ki Naiya,
Haale Dil Apna O Maiya,
Tujhko Sunaane Aaye Hai,
Bhar De Jholi Maiya Bholi,
Bigdi Banane Aaye Hain,
Tere Dar Pen O Meri Maiya,
Tere Deewane Aaye Hain ॥

Tere Dar Pe O Meri Maiya,
Tere Deewane Aaye Hain,
Bhar De Jholi Maiya Bholi,
Bigdi Banane Aaye Hain,
Tere Dar Pe O Meri Maiya,
Tere Deewane Aaye Hain ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
तेरे दर पे ओ मेरी मईया: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तेरे दर पे ओ मेरी मईया, तेरे दीवाने आए हैं, भर दे झोली मईया भोली, बिगड़ी बनाने आए हैं, तेरे दर पे ओ मेरी मैया, तेरे दीवाने आए हैं ॥
Bhajan Sherawali Maa BhajanMata Bhawani BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanMata Ki Aarti BhajanAmbe Gauri Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chalti Hai Saari Srishti Mahakal Ke Dar Se

Mere Mahakal Ki To Duniya Hi Dewani Hai, Banate Bigadi Sabaki Bhole Aughadadani Hai, Aasara Paaya Hai Krshna Ne Baba Tere Hi Dar Se, Mere Mahakal Ke Dar Se, Mere Mahakal Ke Dar Se ॥

Jogi Bhesh Dharkar Nandi Pe Chadhkar

Jogi Bhesh Dharkar Nandi Pe Chadhkar ॥

Shankar Ke Dware Chale Kavariya

Shankar Ke Dware Chale Kanwariya, Bhole Ke Pyare Chale Kanwariya

Main Beta Hun Mahakal Ka

Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka, Bhole Baba Mere Hai, Main Beta hun Mahakal Ka, Deewana Hun Mahakal Ka, Ujjain Ke Sarakar Ka ॥

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe

Radha Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe । Shyama Ko Naam Anmol Bolo Radhe Radhe ॥