Tori Bagiya Mein Aam Ki Daal Koyal Bole Kuhu Kuhu (तोरी बगिया में आम की डाल, कोयल बोले कुहू कुहू: भजन)


Tori Bagiya Mein Aam Ki Daal,
Koyal Bole Kuhu Kuhu ॥
Bagiya Mein Mai Aasan Laago,
Aasan Baitho Aan,
Koyal Bole Kuhu Kuhu ॥

Baag Mein Tori Jhoola Daro Hai,
Jhoola Jhoolo Aan,
Koyal Bole Kuhu Kuhu ॥

Baag Mein Bhojan Thaal Lagi Hai,
Jeemo Jeemo Aan,
Koyal Bole Kuhu Kuhu ॥

Baag Mein Tori Dukhiya Baithe,
Vinti Sunlo Aan,
Koyal Bole Kuhu Kuhu ॥

‘Raajend’ Bhent Laye Thaade Hain,
Bhent Lo Jaldi Aan,
Koyal Bole Kuhu Kuhu ॥

Tori Bagiya Mein Aam Ki Daal,
Koyal Bole Kuhu Kuhu ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
तोरी बगिया में आम की डाल, कोयल बोले कुहू कुहू: भजन - हिन्दी में पढ़ें
तोरी बगिया में आम की डाल, कोयल बोले कुहू कुहू ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

Other Popular Tori Bagiya Mein Aam Ki Daal Koyal Bole Kuhu Kuhu Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥