Tu Le Maiya Ka Naam Tere Puran Honge Kaam (तू ले मईया का नाम, तेरे पुरण होंगे काम: भजन)


Jab Sankat koi aaye,
Tu Le Maiya Ka Naam,
Tere Puran Honge Kaam,
Jab Byakul Maan Ghabraye,
Tu Le Maiya Ka Naam,
Tere Puran Honge Kaam ॥
Chalate chalate Raah Mein Bhatake,
Kaam Koi Jab Tera Atake,
Har Duhkh Ka Yahi Upay,
Har Duhkh Ka Yahi Upay,
Tu Le Maiya Ka Naam,
Tere Puran Honge Kaam ॥

Kathinai Jab Koi Aaye,
Sangi Sathi Kaam Na Aaye,
Jab Rah Koi Na Paye,
Jab Rah Koi Na Paye,
Tu Le Maiya Ka Naam,
Tere Puran Honge Kaam ॥

Jay Maata Ki Japata Jo Maala,
Jhoom Raha Wo Har Matawala,
‘Ankush’ Bhi Ab To Gaye,
‘Ankush’ Bhi Ab To Gaye,
Tu Le Maiya Ka Naam,
Tere Puran Honge Kaam ॥

Jab Sankat koi aaye,
Tu Le Maiya Ka Naam,
Tere Puran Honge Kaam,
Jab Byakul Maan Ghabraye,
Tu Le Maiya Ka Naam,
Tere Puran Honge Kaam ॥
तू ले मईया का नाम, तेरे पुरण होंगे काम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जब संकट कोई आए, तू ले मईया का नाम, तेरे पुरण होंगे काम, जब व्याकुल मन घबराए, तू ले मैया का नाम, तेरे पुरण होंगे काम ॥
Bhajan Navratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Deva Ho Deva Ganpati Deva

Ganpati Bappa Morya, Mangal Murthy Morya, Ganpati Bappa Morya, Mangal Murti Morya ॥

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai

Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain, Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain॥

Girija Ke Chheya Ganpati Tumhe Pukaru

Girija Ke Chheya, Ganpati Tumhe Pukaru, Poojun Main Tumhe, Aarati Teri Utarun, Girija Ke Chheya ॥

Mahalaxmi Jaap Karo

Mahalakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam, Ashta Lakshmi Jaap Karo Subah Sham Aathon Yaam

Mere Mohan Tera Muskurana

Mere Mohan Tera Muskurana, Bhool Jaane Ke Kabil Nahin Hai, Chot Khayee Hai Jo Mainne Dil Mein, Vo Dikhane Ke Kabil Nahin Hai