Tu Sabdon Ka Das Re Jogi (तू शब्दों का दास रे जोगी - भजन)


॥ Doha ॥
Sabad Maara Mar Gaya , Sabad Chhodiyo Raaj ।
Jin Jin Sabad Vichariya ,va Ra Sariya Kaaj ।

॥ Tu Shabdo Ka Das Re Jogi ॥

Tu Shabadon Ka Daas Re Jogi ,
Tera Kya Vishwas Re Jogi ।
Tu Shabdon Ka Daas Re Jogi ।

Raa Nahin Tu Ban Payega ,
Kyun Leta Vanvas Re Jogi ॥
Tu Shabadon Ka । ….

Ye Sanson Ka Bandi Jeevan ,
Isko Aaya Raas Re Jogi ॥
Tu Shabadon Ka । ….

Dekhna Itna Upar Jao ,
Uncha Hai Aakash Re Jogi ।
Tu Shabadon Ka । ….

Ek Din Vish Ka Pyala Peeja ,
Phir Na Lagegi Pyaas Re Jogi ।
Tu Shabadon Ka । ….

Bhar Aai Thi Man Kiankhen ,
Bah Rahi Har Ek Aas Re Jogi ॥
Tu Shabadon Ka । ….
तू शब्दों का दास रे जोगी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तू शबदों का दास रे जोगी , तेरा क्या विश्वास रे जोगी ।
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanRajasthani BhajanSurabhi Chaturvedi Bhajan

Other Popular Tu Sabdon Ka Das Re Jogi Video

janab moinudeen manchala

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।