Tum Kalo Ke Kal Baba Mere Mahakal (तुम कालों के काल, बाबा मेरे महाकाल - भजन)


Tum Kalo Ke Kal,
Baba Mere Mahakal ॥
Doha – Ujjain Nagari Swarg Hai,
Bethe Rajathiraj Maharaj,
Har Bhakta Yaha Hote Nihal,
Yahan Kan Kan Mein Mahakal ॥

Tum Kalo Ke Kal,
Baba Mere Mahakal ,
Duniya Bhi Jane Tu Hai,
Kalo Ka Kal,
Kalo Ka Kal,
Dare Tujhse Bhi Kal,
O Mere Mahakal,
Tum Kalo Ke Kal,
Baba Mere Mahakal,
Baba Mere Mahakal ॥

Duniya Diwani Hai Teri,
Shan Bhi Nirali Hai,
Darte Nahi Bhagat,
Chahe Raat Kali Hai,
Chahe Raat Kali Hai,
Sare Nandi Sath Sath,
Damru Trisul Ek Haath,
Sare Hi Masti Mein Nache,
Nache Mahakal,
O Mere Mahakal,
Tum Kalo Ke Kal,
Baba Mere Mahakal,
Baba Mere Mahakal ॥

Jab Tak Sir Par,
Haath Sambhu Naath ka,
Dar Kis Baat Ka,
Mein Banda Mahakal Ka,
Mein Banda Mahakal Ka,
Gale Nilkantha Hai,
Sir Par Tripund Hai,
Tan Par Baghambar Hai,
Gale Mund Maal,
Dare Tujh Se Bhi Kaal,
O Mere Mahakal,
Tum Kalo Ke Kal,
Baba Mere Mahakal,
Baba Mere Mahakal ॥

Katti Kare Na Kar Sake,
Shiv Kare So Hoye,
Tin Lok Mein Khand Mei,
Mahakal Se Bada Na Koye,
Om Trimbakam Yajamahe,
Sugandhi Pushtivardhanam,
Urbarukamiv Bandana,
Namrityormukshiya Maaamrutat ॥

Tum Kalo Ke Kal,
Baba Mere Mahakal ,
Duniya Bhi Jane Tu Hai,
Kalo Ka Kal,
Kalo Ka Kal,
Dare Tujhse Bhi Kal,
O Mere Mahakal,
Tum Kalo Ke Kal,
Baba Mere Mahakal,
Baba Mere Mahakal ॥
तुम कालों के काल, बाबा मेरे महाकाल - भजन - हिन्दी में पढ़ें
तुम कालों के काल, बाबा मेरे महाकाल, दुनिया भी जाने तू है, कालों का काल, कालों का काल, डरे तुझसे भी काल, ओ मेरे महाकाल, तुम कालो के काल, बाबा मेरे महाकाल, बाबा मेरे महाकाल ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Tum Kalo Ke Kal Baba Mere Mahakal Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shyam Pyare Ki Hai Sarkar Hame Dar Kahe Ho

Shyam Pyare Ki Hai Sarakar, Hamen Dar Kahe Ko, Kahe Ko Dar Kahe Ko, Neele Vale Ki Hai Sarakar,
Hamen Dar Kahe Ko ॥

Shyam Eso Jiya Me Samay Gayo Ri

Shyam Aiso Jiya Mein, Samae Gayo Ri, Mere Tan Man Ki, Sudhbudh Bhulaay Gayo Ri ॥

Ladli Adbhut Nazara, Tere Barsane Me Hai

kishori le chal parli paar, radhike le chal parli paar, shyama chal parli paar...

Jeevan Hai Tere Hawale Muraliya Wale

Jeevan Hai Tere Havale, Muraliya Vale, Tere Hath Ki, Hum Kath Putli Tere Hath Ki, Chahe Jaise Nachale

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...