Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Aaj Hai Jagrata Mai Ka Maa Ko Mana Lena (आज है जगराता माई का, माँ को मना लेना: भजन)


Aaj Hai Jagrata Mai Ka Maa Ko Mana Lena
Aaj Hai Jagrata Mai Ka,
Maan Ko Mana Lena,
Are Ai Bhaiya Ji,
Jara Taali Baja Lena,
Hath Utha Ke Jor Laga,
Jaikare Laga Lena,
Are Ai Bahana Ji,
Jara Taali Baja Lena ॥
Milega Jo Mango Tumko,
Nahin Koi Shanka,
Saari Duniya Mein Bajata Hai,
Mai Ka Danka,
Mai Ke Dar Pe,
Shera Wali Ke Dar Pe,
Jot Jali Hai,
Sar Ko Jhuka Lena,
Are Ai Bhaiya Ji,
Jara Taali Baja Lena ॥

Ye Hain Mehara Wali Maiya,
Sabko Khilati Hai,
Bichhde Hue Sabhi Ko Maiya,
Pal Mein Milaati Hai,
Mai Ke Dar Pe,
Meri Mai Ke Dar Pe,
Jot Jali Hai,
Sar Ko Jhuka Lena,
Are Ai Bhaiya Ji,
Jara Taali Baja Lena ॥

Chintapurni Maiya Sabki,
Chinta Mitati Hai,
Haare Hue Sabhi Ko Maiya,
Tu Hi Jitati Hai,
Bhakt Sunaye,
Maan Ki Mahima,
Tu Sang Mein Ga Lena,
Are Ai Bhaiya Ji,
Jara Taali Baja Lena ॥

Aaj Hai Jagrata Mai Ka,
Maan Ko Mana Lena,
Are Ai Bhaiya Ji,
Jara Taali Baja Lena,
Hath Utha Ke Jor Laga,
Jaikare Laga Lena,
Are Ai Bahana Ji,
Jara Taali Baja Lena ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

आज है जगराता माई का, माँ को मना लेना: भजन हिन्दी में पढ़ें

आज है जगराता माई का, माँ को मना लेना, अरे ऐ भईया जी, जरा ताली बजा लेना, हाथ उठा के जोर लगा, जयकारे लगा लेना, अरे ऐ बहना जी, जरा ताली बजा लेना ॥
Read Also

Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥

Ram Lakshman Ke Sang Janki

Ram Lakshman Ke Sang Janki, Jai Bolo Hanuman Ki...

Awadh Bihari Ho Hum Aaye Sharan Tihari

Avadh Bihari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari, Giravar Dhari Ho, Ham Aaye Sharan Tihaari ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP