Sawan 2025

Aaye Hain Din Sawan Ke (आये है दिन सावन के - भजन)


Aaye Hain Din Sawan Ke
Aaye Hai Din Saavan Ke,
Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya,
Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya,
Shiv Ko Kavad Chadhavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke ॥
Yahi Hai Duniya Mein Dev Akela,
Lage Hai Yahaan Kavadiyo Ka Mela,
Aaye Hai Din Shiv Bhakto Ke,
Aaye Hai Din Shiv Bhakto Ke,
Har Har Bam Bam Gavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke ॥

Yahi Wo Din Baba Maal Lutaye,
Yahan Se Koi Khali Haath Na Jaye,
Bholenaath Se Ji Bhar Mango,
Bholenaath Se Ji Bhar Mango,
Aaye Hai Din Mangan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke ॥

Aao Ji Saare Jhumo Nacho Gaao,
Machao ‘Banavari’ Dhamaal Machao,
Aaye Hai Din Shiv Shambhu Ke,
Aaye Hai Din Shiv Shambhu Ke,
Humko Paas Bhulawan Ko,
Aaye Hai Din Saavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke ॥

Aaye Hai Din Saavan Ke,
Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya,
Ganga Jal Se Bhar Ke Gagariya,
Shiv Ko Kavad Chadhavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke,
Aaye Hai Din Saavan Ke ॥

आये है दिन सावन के - भजन हिन्दी में पढ़ें

आये है दिन सावन के, गंगा जल से भर के गगरिया, गंगा जल से भर के गगरिया, शिव को कावड़ चढ़ावन के, आये हैं दिन सावन के, आये हैं दिन सावन के ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP