Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Awadh Mein Ram Aaye Hain (राम भजन - अवध में राम आए हैं)


Awadh Mein Ram Aaye Hain
Jai Jai Ho Ram Tumhari
Lakhan Siya Ke Sang Kharari
Jai Jai He Krupasindhu Ji
Ramachandra Jai Jai Anuragi
Lakhan Siya Hanumat Ji Ko,
Le Ke Vo Sang Aaye Hain
Roop Ho Jaise Gagan Se Surya Dhara Par Chhaye Hain
Mere Ram
Mere Ram Varshon Baad Ye Badbhag Laaye Hain
Bajao Dhol Swagat Mein Avadh Mein Ram Aaye
Bajao Dhol Svaagat Mein Avadh Mein Ram Aaye

Jai Jai Ho Ram Tumhari
Lakhan Siya Ke Sang Kharari
Jai Jai Hey Krupasindhu Ji
Ramachandra Jai Jai Anuragi

Nilambuj Shyamal Komalangam
Sitasamaropit Vambhagam ।
Panau Mahasayakacharuchapan
Namami Ram Raghuvanshanatham ॥
Namami Ram Raghuvanshanatham ॥

Chaudah Bhuvan Teen Lokon Mein Jo Na Kabhi Samaaye Hain
Paramapita Vo Beech Humare Raja Bankar Aaye Hain
Barson Se the Nayan Bichhaye Humne Aapki Rahon Mein
Aaj Huyi Poori Abhilasha Bas Gaye Ram Nigahon Mein
Hum Chahe
Hum Chahe Kaise Bhi Ho Par, Hey Ram Tumhare Hain
Karo Sweekar Humara Prem, Yahi Uphaar Laaye Hain
Bajao Dhol Swagat Mein, Avadh Mein Ram Aaye Hain

Jai Jai Ho Ram Tumhari
Lakhan Siya Ke Sang Kharari
Jai Jai Hey Krupasindhu Ji
Ramachandr Jai Jai Anuragi

Shabri Ban Teri Raah Niharoon, Tere Darshan Ki Aasha
Ban Kevat Tere Paanv Pakharoon, Main Janmon Ka Pyasa
Nagar Dagar Pe Kab Se
Nagar Dagar Pe Kab Se Tera Rasta Dekhoon Ram
in Nainan Mein Teri Chhavi Ke, Darshan Ki Abhilasha
Mere Ye Nain Kewat Se, Bujhne Pyaas Aaye Hain
Mere Ye Nain Kewat Se, Bujhne Pyaas Aaye Hain
Bajao Dhol Swagat Mein Avadh Mein Ram Aaye
Bajao Dhol Swagat Mein Avadh Mein Ram Aaye
Bajao Dhol Swagat Mein Avadh Mein Ram Aaye

Siyavar Ramchandra Ki Jai !

राम भजन - अवध में राम आए हैं हिन्दी में पढ़ें

बजाओ ढोल स्वागत में अवध में राम आए, जय जय हो राम तुम्हारी, लखन सिया के संग खरारी, जय जय हे कृपासिंधु जी
Read Also

Bhajan Ayodhya BhajanDiwali BhajanRam Mandir BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanVijay Dashami BhajanSunderkand BhajanRamcharitmanas Katha BhajanAkhand Ramayana BhajanShaan BhajanDevi Chitralekhaji Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Shankar Damru Dhari Hai Jag Ke Aadhar

Shiv Shankar Damru Dhari, Hai Jag Ke Aadhar, Teeno Lok Pe Rahata Hai, Unka Hi Adhikar, Shiv Shankar Damru Dharin, Hai Jag Ke Aadhar ॥

Kailash Shikhar Se Utar Kar

Kailash Shikhar Se Utar Kar, Mere Ghar Aaye Hai Bhole Shankar ॥

Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila

Mukadar Mera Ban Hi Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila, Maan Ka Andhera Mit Sa Gaya, Bhole Ke Dar Se Sab Kuch Mila ॥

Bhole Ko Mein Manane Mahakal Ja Raha Hoon

Bhole Ko Mein Manane, Mahakal Ja Raha Hoon । Baba Ko Jal Chadhane, Ujjain Ja Raha Hoon ।

JaiKara Mere Kedareshwaray Jai Kara

Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara, Jaykara Bolo Jaykara, Mere Kedareswaray Tera Jaykara ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP