Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bada Sancha Hai Shiv Ka Dwara (बड़ा साँचा है शिव का द्वारा - भजन)


Bada Sancha Hai Shiv Ka Dwara
Sar Ko Jhuka Aake,
Sar Ko Jhuka,
Yahan Jhukata Jahaan Aake Sara,
Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan,
Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara,
Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan,
Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara ॥
Ganga Ki Nirmal Dhaara,
Chaukhat Pe Chumati,
Baba Bhootanath Ke Vo,
Charanon Ko Chumati,
Baithe Samane Nihaare Maiya Taara,
Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan,
Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara ॥

Nur Mahipal Ji Ka,
Isamen Samaaya Hai,
Guruvar Ne Aashiyaan Ye,
Pyaar Se Sajaaya Hai,
Pyaar Se Sajaaya Hai,
Jeevan Charanon Mein Gujara,
Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan,
Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara ॥

Maraghat Ke Vasi Hai Ye,
Bhooton Ke Naath Hai,
‘Harsh’ Koi Na Jinaka,
Unake Ye Saath Hai,
Unake Ye Saath Hai,
Din Dukhiyon Ka Yahi Sahara,
Din Dukhiyon Ka Yahi Sahara,
Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan,
Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara ॥

Sar Ko Jhuka Aake,
Sar Ko Jhuka,
Yahan Jhukata Jahaan Aake Sara,
Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan,
Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara,
Pal Mein Ye Teri Bhar Dega Jholiyan,
Bada Saancha Hai Shiv Ka Dwara ॥

बड़ा साँचा है शिव का द्वारा - भजन हिन्दी में पढ़ें

सर को झुका आके, सर को झुका, यहाँ झुकता जहान आके सारा, पल में ये तेरी भर देगा झोलियाँ, बड़ा साँचा है शिव का द्वारा, पल में ये तेरी भर देगा झोलियाँ, बड़ा साँचा हैं शिव का द्वारा ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP