Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bhav Suman Lekar Main Baitha Gaurisut Swikar Karo (भाव सुमन लेकर मैं बैठा, गौरी सुत स्वीकार करो - भजन)


Bhav Suman Lekar Main Baitha Gaurisut Swikar Karo
Bhav Suman Lekar Main Baitha,
Gaurisut Swikar Karo,
Hey Gannayak Shubh Vardayak,
Hey Gannayak Shubh Vardayak,
Aakar Sir Par Haath Dharo,
Bhav Suman Lekar Main Baitha,
Gaurisut Swikar Karo ॥
Vidyavaridhi Buddhividhata,
Aap Daya Ke Sagar Ho,
Bhakton Ke Duhkh Harane Vale,
Na Tumse Karunakar Ho,
Riddhi Siddhi Ke Dene Vale,
Bhav Suman Lekar Main Baitha,
Gaurisut Swikar Karo ॥

Lambodar Gajvadan Vinayak,
Vighn Haran Kar Lo Sare,
Modak Priy Mudamangal Trata,
Duhkh Daridra Harne Vale,
Laj Tumhare Hath Gajanan,
Bhav Se Beda Paar Karo,
Bhav Suman Lekar Main Baitha,
Gaurisut Swikar Karo ॥

‘Aalusinh’ Teri Mahima Ka,
Par Nahi Koi Paya,
Traas Haro Saanval Ki Sari,
Dwar Aapke Ye Aya,
Das Tumhare Shree Charanon Ka,
Hum Sabake Bhandar Bharo,
Bhav Suman Lekar Main Baitha,
Gaurisut Swikar Karo ॥

Bhav Suman Lekar Main Baitha,
Gaurisut Swikar Karo,
Hey Gannayak Shubh Vardayak,
Hey Gannayak Shubh Vardayak,
Aakar Sir Par Haath Dharo,
Bhav Suman Lekar Main Baitha,
Gaurisut Swikar Karo ॥

भाव सुमन लेकर मैं बैठा, गौरी सुत स्वीकार करो - भजन हिन्दी में पढ़ें

भाव सुमन लेकर मैं बैठा, गौरी सुत स्वीकार करो, हे गणनायक शुभ वरदायक, हे गणनायक शुभ वरदायक, आकर सिर पर हाथ धरो, भाव सुमन लेकर मै बैठा, गौरी सुत स्वीकार करो ॥
Read Also

Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Dont Worry Maiya Hai Pass Khadi

Ab to, Tum Na, Ghabrao, Maiya Ji Ke, Gun Gao । Har Sankat, Mit Jaega, Ek Bar, Milkar Gao ॥ Dont Worry, Maiya Hai, Paas Khadi X॥-॥

Kirpa Ki Na Hoti Jo Addat Tumhari

Kripa Ki Na Hoti Jo, Aadat Tumhari, To Suni Hi Rahti, Adalat Tumhari

Parbhu Ke Charno Se Sachha Pyar

Ravan Ne Ram Se Ber Kiya Use Ab Bhi Jalaya Jata Hai, Ban Bhakta Vibhisan Saran Gaye Ghar Baae Usi Ka Ho Jaye, Parbhu Ke Charno Se Gar Sachha Pyar Kisi Ko Ho Jaye ॥

Jisko jivan Main Mila Satsang Hai

Jise Jeevan Main Mila Satsang Hain, Use Hardam Anand Hi Anand Hai ।

Mere Ram Ayodhya Aaye

Utsav Bhari Sabhi Manao Ri, Mere Ram Ayodhya Aaye, Mere Ram Ayodhya Aaye, Prabhu Ram Apane Ghar Aaye ॥

Ram Bhajan - Shri Ramji Padhare

Ramji Padhare, Shree Ramji Padhare, Hey ! Dekho Avadh Nagariya Mein Ramji Padhare

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi

Jai Ganesh Gananath Dayanidhi, Sakal Vighan Kar Door Hamare, Pratham Dhare Jo Dhyan Tumharo..

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP