Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Bholenath Ki Deewani Gora Rani Lage (भोलेनाथ की दीवानी, गौरा रानी लागे: भजन)


Bholenath Ki Deewani Gora Rani Lage
Bholenath Ki Deewani,
Gaura Rani Laage,
Gaura Rani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage ॥
Namah Shivaay Mahaamantr Se,
Bhole Ko Manaya,
Subah Shaam Aathon Yaam,
Shivaji Ko Hi Dhyaya,
Gaura Maiya Ki Ye Leela,
to Suhaani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage.
Bholennaath Ki Deewani,
Gaura Rani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage ॥

Shiv Ka Yogi Roop,
Maiya Gaura Ji Ko Bhaaya,
Himachal Ki Ek Na Maani,
Chhodi Saari Maya,
Man Ko Mohane Wali,
Mithi Vaani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage.
Bholennath Ki Deewani,
Gaura Rani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage ॥

Bholenaath Ki Seva Mein to,
Saara Sukh Hai Paaya,
Shiv Shakti Roop Banakar,
Jag Ko Hai Bachaaya,
Gauri Shankar Ki Ye Preet,
Puraani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage.
Bholennath Ki Deewani,
Gaura Rani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage ॥

Neelkanth Ke Swami Tumhari,
Baat Nahin Taalate,
Is Jag Ki Vo Dor Apne,
Hathon Mein Sanbhalte,
Badi Sachchi Teri Amar,
Kahaani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage.
Bholennaath Ki Deewani,
Gaura Rani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage ॥

Bholenath Ki Deewani,
Gaura Rani Laage,
Gaura Rani Laage,
Shiv Sang Mein Viraaji to,
Maharani Laage ॥

भोलेनाथ की दीवानी, गौरा रानी लागे: भजन हिन्दी में पढ़ें

भोलेनाथ की दीवानी, गौरा रानी लागे, गौरा रानी लागे, शिव संग में विराजी तो, महारानी लागे ॥
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ram Tumhara Naam

Ram Tumhara Naam, Sukhon Ka Saar Hua, Ram Lehar Main Jo Dooba, Bas Wo Hi Par Hua..

Gira Ja Raha Hu Utha Lo

Prabhu Apane Dar Se, Ab to Na Taalo, Gira Ja Raha Hoon, Utha Lo Utha Lo, Khali Na Jata Koi Dar Se Tumhare..

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ka Nahi

Raja Ram Sabhi Ke Unki, Praja Hai Yahan Sari, Ek Duje Se Ram -Ram, Kahake Milte Nar Naari, Ram Naam Anmol Mile, Kahi Dam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Bhajan Karo Mitra Mila Ashram Nartan Ka

Bhajan Karo Mitr Mila, Ashram Nartan Ka । Shwas Ki Sumirini Hai, Man Ko Bana Manka ॥

Shree Ram Ayodhya Aaye Hain

Aaj Avadh Mein Utsav Bhari, Ghee Ke Deep Jalaye Hain, Cham Cham Nache Bajrangi, Shree Ram Ayodhya Aaye Hain ॥

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP